Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....
    FoRex main agar humen loss Yaaa Humaara AccoUnt wash Ho Jaaey to humEn himmat nahi HaaRni Chaahiye or Naaa hi foRex ko choRnaa Chaahiye Q k FoRex main hum loss Se hi seeKhtay Hain Or FoRex Main agar HumEn loss ho Bhi JaaEy To HumEn doBaaRaa Or zyaada meHnat Se Kaam KaRnaa chaahiye or Hum Agar meHnat Se Kaam KaRen gy Or Himmat Nahi HaaRen Gy To zaRoor KaamYaab Ho JaaEn Gy....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss tu experts ko bhi ho jata hey kiun k loss iss business ka hissa hey iss liay loss ki waja se forex ko nhi chorhna chahiay balkay loss ka mukabla karen aur loss se seekhnay ki koshish karen aur jahan tak mera khayal hey forex trading men loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....

      ji bhai loss ki waja sy jo members forex ko chor daity hn wh nakam hoty hn un ko kamyabi nh mily g or kamyab wh hn jo loss hony sy mayoos nh hoty bulkh us ko recover kerny main bht juld bazi kerty hn un ko chahiay kh loss to business ka hisa hy or mayoosi gunah hy
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....

        Asalamu Alaikum
        Gee han bilkul sahi kaha ap nay mostly members gorex ko just loss ki waja sy hee chorty hain or loss aksar hamri he glati less knowledge ot learning ki waja say hee hota hain. Loss dehk kar himat harnay or give up karny say bether hain us sy sehky samhjy or achy experience hasil kar k phr real account mai trade start kary.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....

          g han friends agr kisi members ko forex business main loss hota hy to usy forex business ko leave nahi krna chahiay balkay apni mistakes ka solution find krna chahiay kyon k forex trading main loss hamari apni he mistakes ki waja say hota hy isi liay jo members loss hony k baad demo account per trading ki boht ziada practice krty hain aur apni mistakes ko khtm kr k dobara jb real account main trading krty hain to unhain boht acha profit hota hy forex aik online business hy jis main her members ko loss bhi hota hy aur profit bhi forex main work krnay waly expert members ko bhi forex trading main loss hota hy aur woh forex say achi earning bhi krty hain isi liay kisi bhi members ko loss say ghbrana nahi chahiay kyon k profit aur loss business ka hisa hoty hain agr humain loss hota hy to profit bhi boht acha hota hy
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....

            g haan ager humko loss ho jae to hamen forexmain work krna nahi chopre dena chaye bal k hamen apbna loss cover krna hoga,loss say achi learn krne hogi loss say hjumlearn ker k acha profit hasiln kler sakty hain.eses liye losssay bilkul nhi ghabrana nhi chaye h i mmta nhi harne chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....

              welcome to pak forex.jee ha bhai jaan pakistan forex me jub hame loss hota hay to hamare apne waja se hota hay.agar hame kabhe loss ho bhe jaay to us ki waja se pak forex ko chorna nahee chahiye.balke aor ziada mehnat karni chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....

                kabhi profit or kabhi loss ye is forum ka aik hissa hay is ko accept ker lena chahiye agr mind main ye rakh liya jaey k loss to ho ga e nahin to is terha members akser disheart ho jatay hain or aksr aisay bhi hain k jo forex forum ko hi leave ker jatay hain or ye sahi nahin hay
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....

                  Ager apko loss hota hai to bahot say log forex ko chorny per majbor ho jaty hain or faik hony kay baad forex ko chor jaty hain so apko chaiye kay forex main naakmi jab nazer aye to us kaam ko chorna nahi chahye balky loss ko face karna zarori hai so apko chaiye kay loss itna bara issue nahi hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....

                    Yes, my dear friend, you have made the right decision. We should not leave market forex because of death, if we leave forex in it because of people, then we will never be able to succeed in it, no matter what other work it is, it is not incomplete.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki wajaa se FoRex Ko ChOrnaa Nahi Chaahiye....

                      Agr hum forex ko sirf loss ki waja we chor rahy Hain to hum bahoot bari ghlti ker rahy Hain ku k ik dafa hum agr loss se bhag gy to hum bar bar he asa karain gay aur kabhi b is main kamyab nahi ho skaian gay Hume chahye k Hume apny loss ko bardasht karna chhye aur himmat se kam Lena chahye taa k apny loss ko cover Kar skaian.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X