Kia forex mein kam krny k liye higher education ki zrorat hay?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia forex mein kam krny k liye higher education ki zrorat hay?????
    Asslam_o_Alaikum dear members umeed hy k ap sab dost kheriat sy hongy dear mein aaj aap sy ye pochna chata ho k forex mein kam krny kleiy kha kisi higher education ki zarorat hy ya phir is kleiy koi degree bhi zarori hoti hy hy ya nhi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia forex mein kam krny k liye higher education ki zrorat hay?????

    Bohat acha swal hai forex mein aap ka pass agar high education nahi bi hai tu aap Kam education say bi forex main kaam Kar saktay hai agar aap zayida mehnat say kaam kray gay tu forex say bi Aap ko zayida knowledge ho jay ga kaam karna ka tu aap acha Kaam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai
    • #3 Collapse

      Re: Kia forex mein kam krny k liye higher education ki zrorat hay?????

      bahi forex ka lia higher education nahi cahay bus tohri education honi chaya ta ka forex ko learn kar saka metric pass log bi is mai earning kar raha hain is mai damag or time chaya na ka education chaya agr ap ka pass time hai or ap forex ka bara mai learning krta hain sekhta hain senior s help lata hain wo log hi forex mai kamyab hota hain zayda education ka foerx ka koi taluk nahi hai is lia education hasil lazmi karain laken forex ka experience aleda hasil karain
      • #4 Collapse

        Re: Kia forex mein kam krny k liye higher education ki zrorat hay?????

        Dear brother forex trading men koi higher education ki zaroorat nhi hoti kiun k forex trading men education ki koi khas value nhi hey iss men kam education k log bhi achi earning hasil kar rahay hen lekin jahan tak mera khayal hey forex trading men achi trading k liay kam se kam matric education honi chahiay
        • #5 Collapse

          Re: Kia forex mein kam krny k liye higher education ki zrorat hay?????

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Adnan_khand پيغام ديکھيے
          Asslam_o_Alaikum dear members umeed hy k ap sab dost kheriat sy hongy dear mein aaj aap sy ye pochna chata ho k forex mein kam krny kleiy kha kisi higher education ki zarorat hy ya phir is kleiy koi degree bhi zarori hoti hy hy ya nhi
          Duniya ka koi bhi kam ho use Mein education Hamesha help karti hai education aapko Duniya Ki Har field Mein help Deti Hai Jab aap acchi education Hasil Karke kam Karte Hain To aap ki trading bhi acchi hoti hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Kia forex mein kam krny k liye higher education ki zrorat hay?????

            nae bas is ki learning humein itni achi karni chaiye aur is mein learning ki waja se hi hum kamyab trader ban sakty hain aur forex mein humare pas experience bhi is ki learning se milta hai aur hum forex mein kamyab trader ban sakty hain is mein hardworking ki waja se....
            • #7 Collapse

              Re: Kia forex mein kam krny k liye higher education ki zrorat hay?????

              Aslamoalaikum bhai g Agr ap zyd educated ni hai to koi fark ni huta trade krny ky ly zyada time or mind ki Zarorat huti hai jo trade ky rules ko learning kr ky demo seehk ly is sy ap best trade krny ky qabil hu jaty hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kia forex mein kam krny k liye higher education ki zrorat hay?????

                g nahi bhai jan forex mein kam karney k leiy na he higher education ke zaroorat hai aur na he koi degree ke es mein sirf mehnat ke zaroorat hai who log jo mehnat kartey hain who kamyab hotey hain un ke nisbat jo k high degree waley hain mehnat karney sey insan bhat acha trader ban jata hai forex mein jo loge mehnat kartey ain who low level sey high level tak panch jatey hain

                اب آن لائن

                Working...
                X