market ke movement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ke movement
    hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum paisa kma skay gy forex aik acha busines hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mi part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hu isy apna life time career be bana sakty hain forex aik acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ke movement

    Han mere dost Samne bilkul theek kaha hai market ki movement ko check karna bahut Jaruri hota hai agar market ki movement ka Hamen andaza Nahin Hai To fir Ham trading nahin kar sakte market movement ko Ham technical analysis ke jariye protect kar sakte hain to technical analysis ka hona lajmi hai technical analysis mukhtalif indicators Aur trendlines Ke jariye Kiya jata hai main aap Sabko market ka analysis Achcha karne ka mushayara dunga
    Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
    • #3 Collapse

      Re: market ke movement

      han dosto trading karny ka lye market ko samjhna bahut zaroi ha is ka bagir trading bekar ha.ap logo ko market ka pata ho ga to he ap trading kar sagty han.matrket move kis tarah karti han candle kaya show karti han market up ha ya down ha ya market side pa ha . market ko dekh ka kis waqt trading karni ha or kis waqt trading nhe karni ye sab ap logo ko pata hona chahye ha
      • #4 Collapse

        Re: market ke movement

        forex trading main jahan hum trade karte hain to is ke jo market ae wi duniya ke sab se bare market hae is ka daily ka money circulation jo hae wo hae seven trillion dollar to isi waja se yeh sab se bare market hae or market ke movemnet aik he waja se move karte hae kisi bhe country ke economical conditions par jese us ke economy hote hae market use hissab se chalte hae
        • #5 Collapse

          Re: market ke movement

          Aap nay theek kaha forex main jab bi trading krtay hai tu aap ko market ki movement ko chak Kar ka trade lagna chaiy agar aap market ki movement ko chak nahi kray gay tu aap trade lagay gay tu aap ko loss ho sakta hai iss Lia aap ko market ki movement ko dhak Kar trada kray
          • #6 Collapse

            Re: market ke movement

            G bilkul forex lifetime business he lekin hamy is business me Ganesha bohot soch samjh k kaam karma chahiye our fazool ki trading karny sy bachna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: market ke movement

              Mere Khyal ke mutabik dosto jo trader tradng karne se pahle market ko acchi Tarah analyse karte hain aur Market ke bare mein information hasil karte hain phir apni trading Shuru Karte Hain To vah Achcha profit Hasil karte hain aur loss se Bach Jaate Hain isliye trading Shuru karne se pahle Hamesha market ko analyse Karen aur uske moment per focus Karen
              :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
              • #8 Collapse

                Re: market ke movement

                Market Mein invest karte hain uski time kam Karke dikha sakte hain aur Logon Se Achcha kam kar sakte hain money management ki sabse acche wali Hoti Hai yah hoti hai ki Aap Yahan per Jaise Jaise market Mein capital aaega market ki movement Yahan per aapko speedly hoti Hui Najar Aaegi aap per kam karne ke liye excitement bhi Hogi lekin aap exact position ke sath market Mein working Karenge to aap ke liye Jyada Achcha aur Jyada vistar hoga
                • #9 Collapse

                  Re: market ke movement

                  G forex mein jb hum kam krty hai to trading mein humy markeet ki movement ko dekh k he trading krni chaiye Markeet ki movement ko dekh k trade lagain gay to humy profit ho ga Aur hum kmyab trader bn saky gay
                  • #10 Collapse

                    Re: market ke movement

                    Gforex mae jab hm kam krte hn to hme chahe k hm market ko movmnt ko dkgn hme market ki movmnt ko dkhte howe tradong krne hote h js se hme bht zayda fayda hasil jota thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: market ke movement

                      g sir sahi kha ha apny market ki movement kbhi tez hoti ha kbhi slow hoti ha is leay hamain hamesha market ki movement k analysis krny chahehen r usky baad trading leni chahehy is sy unko loss k chances km r profit k ziada hun gy agr bina analysis k trade li jy gi to kbhi bhi profit ni hoga q k profit kisi bhi trader k analysis py depend krty hen analysis jitny strong profit utna ziada
                      • #12 Collapse

                        Re: market ke movement

                        forex main hum ko trading krtay hai tu hum ko market ki movement ko achi tara analysis kar ka pr trade lagna chaey hum jab analysis krty hai tu hum ko market ki movement ki samaj a jati hai tu hum uss ka matabik trade kray gy tu hum ko kamyabi ho gi
                        • #13 Collapse

                          Re: market ke movement

                          Markete ko movement ko zaror dekha jay forex nai trading .arkete boht jaldi move kerti hai r ager kabhi koi bhi problem face kerna par rahi ho to senior se zaror suggestions le len is se hamari problems solve ho jati hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: market ke movement

                            Ji bilkul aapko market ki movement ko Jarur samajhna chahie ki market Kaise Karti Hai Har currency pair aur commodity ki movement. Hoti hai aur yah depend karte hain uski condition aur news per to aapko chahiye Kyon Tamam chijon per Jarur focus Karen Jiski vajah se market ki moment change hote hain aur Market aapko profit and loss de sakti hai lekin yah aap per depend karta hai kya Kitni acchi Andaz Mein is market to analyse karte hain aur profitable trade open Karte Hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X