Dear friends assalamualaikum forex buisniss Mai jab ham market ko analyse karkai iss ko trade kartay hai to uss time ye aik aham aur zarori Cheez hai ke ham stop loss zaror lagay agar ham stop loss lagay bagair iss market ko trade karaingay to hamai zyada loss hoga aur ho sakta hai ke hamara account wash be ho jay ISS leye iss Mai stop loss lagana buhut he zarori hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим