Account Wash= Trading Little Mistakes + jald Bazi + Change Markit Trend

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account Wash= Trading Little Mistakes + jald Bazi + Change Markit Trend
    Asalm O Alakum
    Dear Foriend main Ne Jahan Par 3 Cheezian Batai Hain Jis Ki Wajha Se Aksar Traders Ke Account Wash Ho Jate Hain Chahye Ye Trader New Hun Ya Expert Trader Jab Ap In Cheezion Par Qabo Pa Kian Ge To ap Ka Account Kabhi Bhi Wash Nhi Hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account Wash= Trading Little Mistakes + jald Bazi + Change Markit Trend

    Walakum slam
    bilkul theek kaha agar ham in teen cheezoin se intiat kar lian to hamain loss bhi nhi hoga our hamara account bhi wash nhi hoga kyun ke asar main ne bhi ye andaza lagaya hai ke jab traders trade open karne main jald bazi karte hain to in ka account wash ho jata hai our phir in ko next bonus ke lye wait karna parta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Account Wash= Trading Little Mistakes + jald Bazi + Change Markit Trend

      g haan sahee kaha aap nay hamay kabhi be trading may jaldh baazi nahee karne chahiay kionka yahe asal waja hay account wash honay ke hamay chahiwy k sabar sah kaam karay our kabhi be jalbh baazi may trading na karay our jab thak market ke samajh na aaye tho trading say dhoor rahay.
      • #4 Collapse

        Re: Account Wash= Trading Little Mistakes + jald Bazi + Change Markit Trend

        G han dear members trading k doran ap ko cahahy k mehnat krain r ek accha trade kr k ek accha profit hasil krny k liy ap ko such samjh k apna trade Krna hota hy. Ap ko cahahy k mehnat krain r ek kamyab trade k liy accha knowledge Gina cahahy ap ki photo ghalti ap k account ko wash krwa deti hy.
        • #5 Collapse

          Re: Account Wash= Trading Little Mistakes + jald Bazi + Change Markit Trend

          Brother ap nay bi account wash honay ki achi reasons batai hain but meray kheyal main account wash honay ki ek hi reason hay aur woh lot size ka zayada use karna aur bari lot k sath trades open karna, q kah hamesha wahi trades account wash karti hain jen main lot size ka zayada use keya jata hay aur kam lot size wali trades say kabi bi account wash nai hota.
          • #6 Collapse

            Re: Account Wash= Trading Little Mistakes + jald Bazi + Change Markit Trend

            gee han bhai hamra account wash ho sakta hai agr hum is main jaldbazi main aa k kam krein gey tu hume is main acha work krte rehna lazmi hota ha jitna acha hum is main krein faida hai hamra is main hume lalach nai krni hoti ha sabro tamal se work krna hota ha
            • #7 Collapse

              Re: Account Wash= Trading Little Mistakes + jald Bazi + Change Markit Trend

              G Han thek kaha apny k forex main account wash hone ki main reason ye hoti hai k is main hum jaldbazi main trase open karte hain or beger analysis k apni trade ko open karte hain or inhi choti mistakes ki wjaa sy humara account wash hojata hai isliye hum aesi misteks sy avoid karna chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Account Wash= Trading Little Mistakes + jald Bazi + Change Markit Trend

                ji bhai ap bilkul sahi khey rahy hai account wash honey ki 2 sey 3 bri waja hai aik to order closs karny main jaldbzi karna or dosra traiding main koi mistake waghaira karna jise sey app ka account wash ho skta hai or thrid jo hain wo markeet ki changeing per depend krta hai in sortoo main ap ka account wash hoskta hai .
                information for Beginners
                Complete Forex Knowledge
                • #9 Collapse

                  Re: Account Wash= Trading Little Mistakes + jald Bazi + Change Markit Trend

                  Forex market mein kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahie Kyunki ismein aapko last ho jata hai aur aapka account was ho jata hai jo aapko kabhi bhi jald baat hi nahin Karni chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Account Wash= Trading Little Mistakes + jald Bazi + Change Markit Trend

                    Dear friend Jitna ho sake proper plant se kam Karen account wash hone se bachayen mistake se bacha Jaaye..

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X