Stop loss not used

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    فوریکس ٹریڈنگ خطرناک کاروبار ہے اور میں اس سے منافع لے بھی مارکیٹ میں سٹاپ نقصان استعمال کرتے ہیں اور کرنے کے لئے بہت بہتر ہے. ہم مارکیٹ میں کاروبار کرتے ہیں تو اسے مستحکم مارکیٹ اور سب کچھ کسی بھی وقت کیا جا سکتا ہے، کیونکہ اس طرح ہم منافع بنانے کے لئے اس کی دیکھ بھال کرنی چاہیے.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Ye hedging strategy hai aur ye idea acha hai lekin iss k lie buht ziada pracice chai aur ye mumkin nai k hedge se ap loss avoid kr skte ho kyun k hedge ko close kren aur price continue krti jae tu us surat mein loss hoga.
      • #123 Collapse

        stop loss aik aisa tool hai jis say aap is main big loss say bach saktay hain is liay is main aap ko chahiye k stop loss ko use karain ta k aap ka account wash na ho
        • #124 Collapse

          Deare ge han meray khyal me forex me stop loss lagane ke koi faida nahi hota hai q ke forex market me agar koi market bohat zyada niche chale jai aur aap ke pass back up ho to market us muqam per wapis aie ge ye forex ka asool hai .
          • #125 Collapse

            Aap ne aik achha idea diya hai. Market ko 200 pips move karne mein kafi time lag sakta hai lekin masla yeh hai ke jab bhi hum apni profit wali trade close karen ge to hamen koi profit/loss nahi ho ga jab tak ke loss mein jane wali trade profit par close na ho jaye ya phir kam loss par chali jaye.
            • #126 Collapse

              aoa g bhai log bilkul theek bat ki hy apny stop loss aur take profit es ko short term mein st aur tp kaha jata hy es ka bohat faida hy stop loss account ko wash hony sy chata hy aur take profit agr ap pc pe na b ho to take proft hit hony ki surat mein ap ko faida deta hy
              • #127 Collapse

                Jisi kbuzrai ye sahi baat hi he or apko ics baat ka andaza hon chahye k afpk kam apksfo satisfy krparha he ya nhi jb khda satisffy nhi hnge to kam bhi yakinaan mistake waala kra hoga tbhi aajao
                • #128 Collapse

                  sub say ppehlay top main apka bht bht shukriya ada karta hunkay apnay itni detail main idea diya ar bht patay ki bat bate mjy bht pasand ae apki bat
                  • #129 Collapse

                    stop loss ka use karna buhut hey zarurey hay agar ap yaha par stop loss ka use nakary to ap ko kafe sara nuqsan ho sakta hay so ap jab be trade kartey ho to sl ka use karay ju ke stop loss kahlatey hay
                    • #130 Collapse

                      Ik trader kay liey stop loss ki boohat zyaada importance hooti hai.jab bhi ik trader stop loss kay begair kaam karta hai to uss kay liey iss field main survive karna mushkil ho jaata hai.iss liey stop loss survival kay liey zaroori hai.
                      • #131 Collapse

                        bhae jo baat aap ny bataei hai is mai risk bohat zayada involved hai. stop loss ko use kar k he ham loss sy bach sakty hain. baki agar aap ko ye tareeka best lagta hai to aap isko use kar sakty ho apki apni marzi hai but mai to stop loss ko use karta hu kyu k ye hamko zayada loss sy bachata hai.
                        • #132 Collapse

                          G haan brother ap ne kafi achcha experience share kia hai apne or sahi kahia hai apni trade ko profit main ati hai bund kerni chahye lekin Stop loss ko bhi use kerna zarori hai kiyun ke forex market ka trend ka kisi ko nahi pata hota kab reverse hojaye thanks
                          • #133 Collapse

                            stop loss use karna chaheya nihayat hi acha option ha specially un logo ko jinho na big amount invest ki ho q k ya app k account ko stop out hony sa bachata ha, to i think traders should use this option in their trading.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #134 Collapse

                              stop loss ko use karty hain to achi earning hasil ho sakti hay magr humain take profit ko use karty hain to achi earning hasil ho sakti hay low risk main kam karna ho ga demo ki help say kam karty hain to achi earning hasil ho sakti hay
                              "The mind is everything, What you think you become"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X