Stop loss not used

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss not used
    Assalam-o-Alaikum,,,all forum user main thread as lay open kar rah hon kyo ky ap ko pata chal saky kay ap apny account ko kas tarh save rak sakty hy ya mari treading ka exprence hy jo main ap ky sath shar kar rah hon umed hy ap ko ascha lagy ga aur ap bi as tarh tread kar kay apna account bacha sakn jah ap nay takprofit lagna hota hy wo to theek hy aur jah ap nay stop loss lagty hy wah ap nay stop loss ni lagna balky ap nay agher buy open kay howa hy aur us ka tak profit set ky aur jah ap nay stop loss lagna hy wah ap nay sell stop lagna hy agher ap ki tread stop loss ki tarf ati hy to ap ki sell stop wali tread open ho jay gi ab ap nay wait karn hy jab market 100 ya 200 pip aur down hoti hy ya up hoti hy to us kay bad ap nay profit wali tread colsed kar dyni agher ap ko profit ni howa to ap ko loss bi ni ho ga tread jo ap nay closed karni hy wi market ko dak kar closed karni hy agher ap ko ya idey passend ay to reply karn as thread par
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading is risky business and i think it is quite better to use stop loss in the market and also take profit. Because when we trade in the market then it is volatile market and everything can be done any time so we must care of this to make profit.
     
    • #3 Collapse

      nahi main aap ki iss baat se agree nahi krta hun kiun ke iss kaam main aap ko stop loss kr ke apney profit ka zyada se zyada khyaal rakhna ho ga nahi to aap ko loss ho loss hota jaye ga or at the end aap ke paas kuch nahi bachey ga aur phir aap kisi aur kaam krney ke bhi kaabil nahi rahen ge
      • #4 Collapse

        yar forex trading kafi risky business hai or is main ap ko sirf experience ke sath kam karna hota hai or ap ko isi se profit hasil hota hai
        • #5 Collapse

          Dear stop loss aik achi cheez hay lay kin may iss ko use nahi karta quen kay may apnay indicators say work layta rahta hone or 95% mari analyzing sahi aati hay stop loss ham sirf apnay account wo wash honay say bacha nay kay liya use kar tay hane or agar aap achay analyzer hoto hi aap forex market may aik acha business kar saktay ho.
          • #6 Collapse

            jee bro ye tu bahat achi baat hai is se kafi new commers ka faida ho jaye ga or wo is kaam main achy trader ban jayin gy or wo is kaam se kafi faida utha lain gy is liye main apse yahi kaho ga k ap is kaam ko isi taran share karty raho ta ky hum is kaam main zyada se zyada seekh sakain..
            • #7 Collapse

              Assalam O Alalikum janab main ap sab senior hazrat se information lena chahta hon stop lose 1 simple word hai but ap humien es barey main information b dien k loss honey ki kia waja hai or yeh q hota hai agar zeyada se zeyada log loss kartey hain to yeh kiss terhan bech saktey hain loss se or en ko kia hekmat e amley apnani chaheyeah Best Regards
               
              • #8 Collapse

                thanx for the precious information brother is tarha ki posts se newbies ko kafi kuch seekhny ko milta hai
                • #9 Collapse

                  yad rakhien hamesha woh log loss kartey hain na k money ka balkey time ka b jin logon k dilon main yeh lalch hota hai k main 1 he waqat main sab kuch kar lon or zeyada se zeyada earn kar lon woh log hamesha loss kartey hain asey logon se gouzarish hai k ap esa na karien or ap wahan par he chor dien Best Regards
                     
                  • #10 Collapse

                    nahee bhaahee me tho stop loss ko tho bhoth hee zarooree samajhthaa hn q k kuh logo k computr hothy hn agar bhijlee chalee gaee or markeet aap k mokhaalif ho to poraa acoun waash ho saakthaa a
                    • #11 Collapse

                      esi leyeah to keh rahey hain kay yeh sirf wohi log kaam kar saktey hain jin k pass demag ho jin logon k pass demag he nahi ho ga to woh kia kaam karien gey lose hamesaha woh karey ga jiss ko es ka pata b nahi ho ga Best Regards
                         
                      • #12 Collapse

                        aik samajdaar trader humesha trade start kerne se pehle stop loss aur take profit set kerta hai kyon k forex is a risky business aur is me loos ka chance her waqt hota hai is liye ap ka pehle se mind set hona chahiye k ap is trade me kitna loss berdasht ker sakte hain
                        • #13 Collapse

                          i agree with u agar ap yahan aa gey hain or ap start karney lagey hain k main forex main kaam karta hon ap k mind main yeh hona chaheyeh k main starting main profit ko nahi loss ko tarjeen don ga ap yakeen karien k ap bhut he agey nikal jao gy ap achey trader ban jao gy Best Regards
                           
                          • #14 Collapse

                            yar ap ko market analysis kie bagair stop loss ko use nahi karna chahie kun ke is ki waja se ap ko loss bhi ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              stop loss ko use karna bahut zaruri he kyunke iski madad se ham apne acount ke loss ki ek liomit set kar lete hen ajo keh hamari trading men bahut helpful bhi hota he, lehaza isko utilize kar ke trade karni chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X