Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..
    Assalamualaikum welcome to pak forex forum ..dear forex per kamyab hony kelia kisi qualification ya degrees ki demand nhi hai is per sirf aur sirf demand hai mehnat ki is per wahi kamyab ho ga jis k pass mehnat ho gi na k degrees..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

    mara aziz members aab kguch depend karti hy meahnt par mehamt ka bagair khuch bhe hasal ni hota hy sab khuch mehant sa hasal hota hy agr ham dil.lga kar mehant sa had working karain ga to hamean bhoof khuch yahan hasak ho jata hy aik to ham mehant ka sath post kartu hain os sa hamean bhoot acha knowldge mil jaya iur acha bouns bhe mil jata hy
    • #3 Collapse

      Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

      g han dera belkul sai kaha hy forex online busnes men qualifaction ke zarorat nai hy balkeh forex men zeada sy zeada mehnt kew zarorat hy ,jo member forex men zeada sy zeada mehnt sy kam kartaa hy wo member forex men bahot he acahi kamyabi hasil kar leta hy jo member achi kamyabi hasil karna chata hy oasy chaia keh wo member forex men zerada sy zeada mehnt sy kam kary achi kamyabi hasil karmna serf mehnti member ka he kam hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

        G han dear ye bat tu hai kay es mai har wo banda kamyab hai jo kay mahnet kay sath es mai kam karta hai kiyu kay es mai ager ap mahnwt kay sath kam kartye hain tu kamyabi ap ko auto pay he mil jatye hai tu es mai ap mahnet kay sath kam kartye rhain ta kay ap ko es mai faida ho sky
        • #5 Collapse

          Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

          G Han dear ap ny sai kha hy agar ham is me ham mhenat kary gy to ham kamiyabi hasil kar pay gy is me kam Karny Kalye ham is me mhenat sy kam Karna hoga agar ham mhenat nhi kary gy to hamari kamiyabi mumken nhi hy
          • #6 Collapse

            Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

            Gy Han oak forex ek international online earning business Hy es me joining krna bahoot he asan Hy Pak Forex esa business Hy jis me na kse ki sifaresh ki zrorat Hy or na he es me invest ment ki zrorat hoti Hy bageer investment k hum mehnat KR k bounce hasil KR skte hain or achi earning KR skte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

              Ji han bhai jaan aapke pass bilkul theek hai pak forex ek bahut hi accha aur aasan online business hai yah aisa business hai jis mein kisi qualification ki zarurat nahin hoti balki ismein mehnat ki jarurat hoti hai isliye hamen chahie ki Ham Pak forex main hamesha mehnat se kam Karen achcha aur high quality wala kam Karen jisse hamara bonus achcha banega
              • #8 Collapse

                Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

                welcome to pak forex.jee ha bhai jaan hum ko ye bat dil me bitha Ilene chahiye pakistan forex me behtreen work ke liye aap ko kisi ziada taleem ki koi zarorat nahe hay.yaha aap ko sirf mehnat karne pare gee.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

                  Jee han bilkul aisa he hai forex mein qualification ki nhi bal'k mehnat ki zaroorat hoti hai aap ko chahiye k bs demo account per achhi practice karein aur sath sath apny knowledge ko b improve karny ki koshish karein jitna aap in 2non cheezon per grift haasil karein gy forex mein aap ko utni zyada kamyabi mily gi koshish karein k kabhi b stop loss k bina trading na karein aur support resistance ka b khaas khyaal rakhna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

                    Walakum slam g han apne theek kaha forex business main waqi kisi tarhan ki mehnat ki zrorat nhi hoti agar ap ko zrorat hoti hai to sirf our sirf mehnat ki zrorat hoti hai jab ki qualification nhi hoti to sirf ap ko mehnat karni parti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

                      How are you frnd me and how are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy apny bht acha sawl kiya hy me ap ki bt sy agree ho forex business me just menat ki zarort hoti hy jo bhi forex business me ziyda sy ziyda menat kry gaa wo inshallah successfully ho gaa menat hi SB kuch hota hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

                        Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k waaqi aisa hi hy q k aap ki qualification koi bhi ho kaikn aap ko kam whi shoro krna hy jo sb krty hain aap ko guidelines ki zroorat hoti hy aur aap ny sb sy guidelines laini hoti hain aur aap ko demo py practice bhi krni hogi aur phr ja k apni trade krni hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

                          g han ap ny bilkul sahi bat ki hai forex man kisi bhi trha ki koi bhi qualifictio ki zaort nhai hai es main jo log mahannt kary hain woihi kamyab hoty hain or wo mahnti log aghr matric ak he pary hain tu bhi farak nahi parhta hai es liye jo log yah soc kar forex ki traf nahi a rahy hain un ko apni soch badal leni chaye ta k kisi bhi trha ka koi masla na ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

                            G forex main kise be qualification ki nahi zrort hoti balke main is main forex k knowledge ki zorrt hoti hai. ager ap k pass basic knowledge hai tu apko forex k knowledge buht jald samj main aay ga ap us knowledge ko demo account per practice karain jis se apko fayda hoga. ap jitne ache practice karain utna hi apka experience zyda hoga aur ap forex main ache earning kar sako gy. professional banan k lia apko hard work karna hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex me kisi qualification ki nhi balke mehnat ki zarurt hai..

                              Han bilkul theak asa hi ha forex ma qualification ki nahi balky mehnat ki zarort hoti ha agar humy chaiya ky hum forex pa mehnat kry or jitni mehnat krskty han hun kry taky hum acha result gain hosky tu acha karo or acha gain karo or best trader ban jao

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X