Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???
    A.o.A dosto robot trading aik aisa system hay jo automatic tarikay say kaam kerta hay aor khud hi order place aor close kerta hay aor is baat ma koi shak bho nhi hay kay robot trading humah profit bhi deti hay laiken pher bhi humay ye nhi kerni chayi kiun kay ager hum robot trading karay gay tu pher humay profit tu hasil huga laiken knowledge aor experience bilkul bhi hasil nhi huga aor hum jitna marzi time laga lain forex ma hamari skill Zero hi rahay gi..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

    Merye khiyal to robot trading nahi karni chaiye kyun kay is say apko faida kum or nuqsan ziyada ho sakta ager ao apni nigraani main trading karty hain to apko ik faida ye bhi hota hai ao jab chahye trade ko closs kar sakty tborye profit per bhi werna ager ap is say gye baherty hain to ap or robort main jo figer fit hogi jab wahan per trade punchye hi to apki trade close jogi
    • #3 Collapse

      Re: Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

      Robo trading kabhi bhi nahin Karni chahie Kyon Kar Wo trading kar aapki Pakdi Jaaye to aapko apni mehnat Se Hi trading Karni chahie aur Kabhi robot reading Nahin Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

        Dear ager tu ap kay pass acha experence hota hai tu ap es mai kam karain kiyu kay reboit mai bhi kafi faida ho sakta hai ager ap es kai daikh kay trading karain tu
        • #5 Collapse

          Re: Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

          Mujhe report reading ka Jyada knowledge to nahin hai lekin mujhe Itna Jarur confirm hai ki report trading main aapko profit Nahin Hota balki Los hi hota hai to aapko Khud apni mehnat se trading Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

            dear members robot trading random work karta hai is main trader or broker un access hote hen ..apko faida tu hoga magar experience less or bina knowledge ka faida kis kaam ka ap demo account practice karen mushkil say na ghabraen koi bhi problem ho apne seniors say touch main rahen apni mehnat say trade karen loss profit ka mat sochen ye naseeb ki bat hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

              is forex main rebot main bi trader banany say pahly is k baryy main learning karni ho gi aur risk ko avoid kar k hi hum achy say trade karein gay aur hamain exprience hasil kar k hi hum achy say perform kar skaty hain aur hamain market main bi knowldge achi ho gi atb hi hum real main bi sucss hon gay ta k earn karein gay
              • #8 Collapse

                Re: Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

                is forex main palning kar k hi hum sucss ho skaty hain aur rebot main bi trade rbanany say pahly is k bary main planing kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi exprience hasil kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi perform k raein gay aur hamainf aida ho saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: TRQ007 پيغام ديکھيے
                  A.o.A dosto robot trading aik aisa system hay jo automatic tarikay say kaam kerta hay aor khud hi order place aor close kerta hay aor is baat ma koi shak bho nhi hay kay robot trading humah profit bhi deti hay laiken pher bhi humay ye nhi kerni chayi kiun kay ager hum robot trading karay gay tu pher humay profit tu hasil huga laiken knowledge aor experience bilkul bhi hasil nhi huga aor hum jitna marzi time laga lain forex ma hamari skill Zero hi rahay gi..
                  Trading Kar Na Hote Hain Auto Trading app per robot trading karna theek Nahin Hai Jab aap robots used kar k trading Karte Hain To aap ki trading kabhi bhi acchi Nahin Hoti Kyunki aap khud Kuchh Nahin Sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

                    G haan hamy robot ko bilkul use ni karna chahiye kiu k ye system k teht kaam karty hn in ki aksar trading bohot zyada profit deti hn lekin jb loss ki baari aay to wo b bohotzyada hota he
                    • #11 Collapse

                      Re: Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

                      hum robot mai kam karty hain to hamy ache earning hasial ho jate hain forex aik online ir kabe be band na hony wala business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kari sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Robot Trading Kerni Chayi Ya Nhi...???

                        Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye ke3hna chahta hoon k traders ko khud hi trade kerni chahiye Q k agar robot trade se profit hota he to iss men loss bhi ho sakta he .
                        Malik Fiaz khokhar

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X