G han dear friends asalam alkum dear friends kaisye hain ap mai ye khaina chata hun kay kabhi kabhi trade aisye jagha oay a kay ruk jata hai jis mai humain na agye ka pta chalta hai aur na he peechye ka tu us time pay humain trade open nhi karna chye kiyu kay ager ap nay us time pay trade ko open kiya tu samjhain kay ap gaye yani kay us mai ho sakta hai kay ap ka lose bhi ho jaye tu waite kar lain us kay bad he ap us mai trade lagain aur ap ko faida zaroori ho ga kiyu kay risk mai trading karana kafi kahtarnak hai na
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим