Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

    Gee haan bilkul theek kaha forex main jab Tak hum ko loss nahi hota tab Tak hum achi trading nahi seehktay iss Lia hum ko loss hona say parshan nahi hona chaiy hum ko sabar ka sath trading karni chaiy jis say hum ko business mein kamyabi ho gi agar hum parshan ho jay gay tu hum achi trading nahi Kar saktay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

      asslam o alikum dear members sahi bat kahi ap ny k jab tak hamen loss nahi hota tab tak ham trading nahi seekh sakty q k chalnna seekhny k liye pehly girna poarta hy aur forex trading main ham kamyab hony k liye ik bar loss ho k rehta hy
      • #18 Collapse

        Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

        Mery kehyal k mutabiq dunya ka koi asa business ni hyy ji mn sirf profit ho or loss na hoo .esi traha forex mn bhi profit k sath sath loss bhi hota hyy or jb tb ap ko forex mn loss na ho ap forex ko achi traha smijh he ni skty
        :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
        • #19 Collapse

          Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

          Hello dear.loss ju huty hai wu insan ku nhe sekhta.ju insan nakamyabya pata hai wu seekh jata hai.loss ki ap na sochi.jb loss krna hai tu demo use kro.kyu ki real mi kise ki majboryn huti hai.wu ap ku account deti hai aur ap us ko loss krti hai tu un ki khwab ku adhora krti hu.plz loss na kri .us ki lye mi ap ku demo required kro ga.ap demo use kro.loss se sekh tu jata hai mgr kise aur ki account se esa nhe khel skti hu.plz loss se bchyi tu demo use kri.
          • #20 Collapse

            Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

            G haan boss ap ki baat bilkul theek he pak forex mein jab tak hmein liss nai hota us waqt tak hm trading krna nai seekh saktey is mein hamein chahye ke ham iss mein hamesha mehnat se aur dill laga kr kaam krein
            • #21 Collapse

              Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

              Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon ka p sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k apki bat bilkul sahi he , or loss hi traders ko kuch na kich sikhata he or loss se traders boht kuch seekh jaty hen or wo again mistakes ko nahin dohraty .
              Malik Fiaz khokhar
              • #22 Collapse

                Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

                assalam u alaikum Friends Kse bhi kqm mqin hum perfect tub banty hen jub us main hammy nakami our dushwari na aayi lose hony sy hum bohat kuch seekhty hen jub hammy lose hota hai hammy himat nhe nhe harni chahyee balky lose ko recover krny k lyy our dil sy our pori tayyari sy kam krna
                • #23 Collapse

                  Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

                  g ha g forex main jo hamy loss hota hain ham tab tak achi trading nh seekh gay jab tak hamy loss na ho q ka bar bar ka trading say ham apna expirence bh ziada kar sakty hain ham forex main ham jitna bh kam kary gay forex main hamy otna hi expirence ho ga ham bar bar forex main trading kary gay hamy jitni bar bh loss ho ga ham otni bar hi trading kary gay our ham kamiyb ho skty hain forex main kam kar ka
                  • #24 Collapse

                    Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

                    g haan bilkul har trading mein loss hota hai aur loss mein humein himmat nae harni chaiye aur trading karte rehna chaiye uar trading mein profit k sath sath loss ko bhi face karna chaiye aur tab hi hum is mein kamyab trader ban sakty hain jab hum loss ko bhi face karein...
                    • #25 Collapse

                      Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali0972 پيغام ديکھيے
                      Forex Main Kaamyaab hoNay k Liye no Doubt loss Se bachnaaa zarrori Hai Bhot Lekin jab Tak humEn Loss nahi hotaaa us Waqt Tak Hum FoRex Main KaamYaabi Bhi haasiL Nahi KaR sakTay or naaa hi maRket ko Samajh SakTay Hain To HumEn Chaahiye k Zyaada se Zyaada MaRket ko Time Den Or mEhnat Se Kaaam KaRen Or Loss ho JaaEy To jiS Ghalti Ki Wajaaa Se pEhlay Loss Huaa Hai Usay DoHRana Nahi Chaahiye.....
                      Aisi Bhi baat nahin hai ki Hamen loss Na Ho To Ham learn hi nahin kar sakte Ham learn kar sakte hain Ham profit Jab hota hai to usse bhi learn kar sakte hain ke Kis vajah Se Hamen profit Hua Hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

                        Han bilkil asa hi ha forex pa trading krty han tu humy chaiya ky him experience or knowledge gain kryn jab hum. Ya gain krtu han tab humy acha result milta ha agr apko koi loss hota h tab bhi apko Chiaya ky ap us loss sa sabq seekhyn na ky us loss ko ignore kryn
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Jab Tak Humen loss Naa ho Tab Tak hum Trading Nahi seekh Saktay...

                          Masha Allah ap ne boht piyari bat share ki hy kh forex m agr hum ne kamyab hona hy to seniors ko follow krna chaye agr hum onko follow kry ge to success lazmi mily ge insha Allah. Galti kry ge to seikhy ge aisy koi bhe nhe seikhta. Es liye mistakes se hr koi seikh pata hy trading

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X