Knowledge ka hona kitna zarori hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge ka hona kitna zarori hy
    Dear friend you good after none ap SB thk ho gy yeh khena chata ho forex business me knowledge ka hona kitna zarori hota hy mery khayl me bht ziyda zarori hota hy knowledge k bagir koi km bhi ni hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

    Bro FX me knowledge or experience k hona bhot zarori ha agr ap k pass knowledge ho or experice na ho to koi fida nhe is lia experience k hona bhot zarori ha
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

      dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay forex ka knowledge bahot zroori ha isliay new memberan ko chayay k woh seniours ki posting ko read kr k forex k baray mn achhi trh knowledge gain kren ta k forex trading mn kamyabi hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

        dear ap nay sahee swal kia hay meray khyal main agar ham nay kamyabi ko hasil karna hay to is main ham ko chye k hamaray pass more ilm ho is main ham ko koi bhi point ko kam khyal kar k is ko chour nahi dena chye is main ham ko chye k ham hr kisi say ilm ko hasil kartay rahein agar ham nay kamyab hona hay to .
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

          knowlage ka hona utna e zarori ha jitna ap logo ka lye khana zarori ha ary malomat ka bagir to trading mumkin e nhe ha sab sa phely to ye maloom hona chahye ka trading ha kaya bala kasy hoti ha. traing kitna zarori ha.us ka bad ap ko market ko samjhna ho ga. pher ap trading karny ka sochen.to dosto trading karni ha to maolmat ka bagir mumkin nhe
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

            Knowledge aur experience do aisi cheezain hain jo kay kisi bhi kam me kamyabi kay liye sab se pehli shart hain lakin agr aap bat kartay hain forex trading ki to es me to knowledge ko reed ki hadi ki hasiyat hasil hay aur es kay bagair kamyabi mumkin nahi hay
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

              Forex mein knewledge ka hona buht ziada zaroori hai kiok knewledge ho ga tu hi hum forex business ko samjh saktay han aur knewledge se hi hum forex ki market ko samjh saktay han hum ko sab se pahly forex ka knewledge hi hasil karna hota hai knewledge hasil kar k hi hum trading mein kaamyaab ho saktay han
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

                YeS KnolwedGe Ka hOna BuHuT ZaRoOrI HoTa HaiN KnowlDge HaSil KaReen FOrEx ForUm MaIn HaMeN LeaRnIng KaRna ChahYe Aur Us MaIn Knowledge Aur ExperIenCe HaSil KaRne Ki Try KaRna CHahYe Jab Ham IS MaIN ACHi KnowledGE Aur ExpeRince HaSIl KaRte Hain To Har WaqAt KamYabI Main Hi RehTe Hain KnowledgE Aur ExperienCe Se TradEr RiCH MaN Bante Hain
                Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                :1f4af:
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

                  G dear koi b kam krny k liay knowlege ka hona bht zaruri hai knowledge ho ga hum tb he wo kam kr saky gay aur kmyab ho saky gay Forex mein b kam krny k liay knowledge ka hona bht zaruri hai hum tb he forex mein sahi kam kr saky gay aur kmyab ho saky gay agar forex mein humary pass trading ka knowledge ni ho ga to jb hum trading kry gay to ghalt trading kr sakty hai aur humy loss b ho sakta hai is liay tradin ka b knowledge hona bht zaruri hai knowledge k bina koi kam shuro he ni krna chaiye Jis cheaz ka knowledge ho wohi krni chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

                    Yes, my dear friend, you are absolutely right that it is very important to have knowledge in this, so we need that we practice in the demo and gain knowledge from it. If we practice in the demo, our knowledge and experience will increase.
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

                      Dear knowledge ka hona boht zaori ha agr ap ka pass knowledge hoga to ap POSTING or threads quality wali share kr sakain ga jis say ap ko ziyada thanks milain ga or us thanks ka badla ap ko ziyada bonus mila ga is liya ap ka pass knowledge ka hona boht zarori ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

                        knowldge ka hona bahut zayada zarori hota hae forex main q ke agar acha knowledge ho ga to he hum ache trading kar saken ge forex main to isi liye hamen yeh cahiye ke hum acha knowledge hasil karen jis s hum ache trading kar saken q ke agar hum ache trading kar saken ge to he hum is main kamayb ho saken ge to isi liye hamen cahiye ke humacha knowledge hasil karem or use knowledge se he hum trading karen take hum is main kamayb bhe ho saken
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge ka hona kitna zarori hy

                          G han knowledge ka hona zaroori knowledge hogaa to hei markeet ki movement ko smjhh skyy gyy..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X