Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??
    Asslam O Alaikum all, main es thread apny seniors sy ye pochna chaho ga k kia hm ko forex main short term trading krni chahye ya long term trading krni chahye? Konsi trading ziyada benificial ha aor ziyada sy ziyada profit deti ha aor kamyab bnati ha...!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??

    g baai forex trading may har member apne apne strategy k hisaab say trading karthay hay is liqy aap nay agar trading karne hay tho aap ko apnay liay khudh he planing karne chahiwy lekin maray khyal mah long term trading may ziada faida hotha hay basharth ye k aap sahee analysis k saath trading karay.
    • #3 Collapse

      Re: Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??

      Walakum Slam hamain markit ke hisab se dono tarm ko use karna chahye agar hamain ye lage ke short tarm hamain orofit de sakti hai to hamain is ke mutabiq trade open karna chahye our is ke sath sath hamain forex trading agar long tarm ke mutabiq karni ho to us ke mutabiq karni chahye.
      • #4 Collapse

        Re: Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??

        Jis Waqt kam Mein hamare pass confidence Na Ho vah kam kabhi bhi Hamara Achcha Nahin ho sakta stability Kabhi Nahin usmein Shakti ups and down is Mein Aate rahte hain working is per Nahin ho sakti hai confidence ke sath kam karne ke liye Hamen poochh Kaun mahaul Mein kam Karke working generate Karni chahie aur ek dusre se precious ke sath Agar Ham kam Karenge To Hamen Kuchh Bhi Nahin Aise Milega kam ke liye
        • #5 Collapse

          Re: Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??

          Ye tu depend karta hai ap ki trading strategy par ap k pas trading ki Jo strategy hai ap us strategy ko use kar k trading karain aur forex mein hum ko trading karne k agr hum ne long term trading karni hai tu account balance ziada hona cahaiye aur short term trading kam balance se bhi kar saktay han har koi apni strategy k mutabik hi trading karta hai aur trading mein kaamyaab hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??

            Walekum assalam agar aap Chahte Hain Ki aapko Forex trading Jaise critical Business mein kamyabi Hasil Ho Jaaye to aap ko pahle short term trading Karni chahie Thode Thode profit ko Hasil kar lena chahie Jyada Jila alag se bahut nuksan Deti Hai
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #7 Collapse

              Re: Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??

              Dear long term trading best health officer planning acchi Ho profit nikal aata hai short term trading risky ki hoti hai..
              • #8 Collapse

                Re: Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??

                my dear friends hamien forex mn long term trading karny chaye kun ky is sy ye fiada hoskta hy ky ham is mn ik bar markete ky analysis karty hn aur pher is mn hamein baar baar comsion bhi nhe dena parta aur mere khiyal sy ye jo long term trading hy hamen is mn is sy kafi ziada profit hsoakta hy
                • #9 Collapse

                  Re: Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??

                  dear long term trading asy trading ko kehty hain jo bhut agy jis ka result ana ho , long term trading mein apko bhut wait karna parta hy magar short term trading mein kuch din tak apko us ka acha profit mil jata hy mary khayal mein humy long term trading nahi karne chahiye ku ky long term trading mein market ki movement kuch bhi ho sakty hain ess liye humy chahiye ky hum short term trading karen takeh humy jald he ess ka faida hota rahy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??

                    wailkum assalam dear ji . agr ap ky pas zada bonus hai aur aap lalchi nhi hain. to ap ayk trade long term ki lga ky chor dyn aur week bad aap check kryn to aap ko acha munafa mily ga. lekin agr aap ky pas balance km hai to ap short term kryn. 25 30 pips ki trade lyn aur exit ho jaen . lekin lot size hmesha 0.01 rkhyn.
                    First LEARN Then You Can Remove The "L"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia hm ko forex main long term trading krni chahye ya short term ??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: muzaffarbba پيغام ديکھيے
                      Asslam O Alaikum all, main es thread apny seniors sy ye pochna chaho ga k kia hm ko forex main short term trading krni chahye ya long term trading krni chahye? Konsi trading ziyada benificial ha aor ziyada sy ziyada profit deti ha aor kamyab bnati ha...!!!
                      Trading Hamen Apne knowledge aur experience ke hisab se Karni chahie Iske alava Mein Apne account mein maujud balance ke hisab se trading Karni chahie long term trading karne ke liye bahut sara balance aur bahut Sare knowledge ki jarurat hoti hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X