Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main hamara pas knowledge ka hona bahut zrori hota hai kiun ka ham bagair knowledge ka forex main kam nea kr sakta han ham ko agr bahut acha aur kamyab trader bnna hai tu phr hamara pas forex ka bahut sara knowledge hona chaya jitna ziada knowledge ho ga utna he fiada hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим