Threads ki language urdu ya english.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads ki language urdu ya english.
    G my all dear members mera ap sab sy aj ye sawal h ky ju bhe hum threads ya post karty h us mn hamri threads ki language kia honi chey ju ky sab ko asni sy smjh asky ksi ko bhe ksi qisam ki parshni na ho sab asan tareky sy reply jar saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Threads ki language urdu ya english.

    dear is main ham ko chye k ham jo bhi threads karein is ain ham ko chye k urdu k words ko use karein q k yeh aam forex k baray main hay is main ham ko chye k ham more agar ilm rakhtay hein forex k baray main to is main ham ko chye k is main her junior member ko bhi is k baray main aware kar wein .
    • #3 Collapse

      Re: Threads ki language urdu ya english.

      Bahi ap ko pata hona chaya ka ya urdu wala forum hai is lia is mai english likhna s perhaiz karian ta ka forum pr ap ki thread or post count hon dear forum pr kam krna mushkal nahi hai kiun ka posts urdu mai krni parti hain igr english mai krtni hai tu mt5 forum or jao wo english mai hai forum pr jub hum kam krta hain tu huma os ka bonus milta hai jis s hum trade krta hain is lia hum forum or urdu mai massage krna chaya ta ka sub read kr saka or ap ki post or thread accept ho han ak ya 2 3 word ap english ka use kr sakta hon laken pori thread or posts ko english mai na karia
      • #4 Collapse

        Re: Threads ki language urdu ya english.

        Thread jab bhi karyn romen eglish main he karyn is main alfaaz to english kay hoty hai mager is main language urdu he istmal hoti hai so apko chiye kay mehnat karyn acha kaam karny kay liye so dear friends thread asan or achy alfaaz main karyn taanky apko achy thanks or achy likes mil jiyn ye zarori hain forex main acha kaam karyn gye to faida hoga
        • #5 Collapse

          Re: Threads ki language urdu ya english.

          assalam o alikum sir forex py q k sb log educated ni hoty is leay hamain chahehy k apni post r thread urdu m typing kren lakin ye urdu abc alfhabets use krty howy likhen urdu m likhny sy ye faida hoga k jin members ko english ni ati wo bhi asani sy hamari posts ko prh len gy r hamain ziada jawabat r thanks milen gy jis sy hamara bonus acha ay ga r sb members ko hamari posts sy knowledge bhi mily ga
          • #6 Collapse

            Re: Threads ki language urdu ya english.

            Bahi jan main to es kay baray me ye hi kahoun ga kay agr aap es forum pe kam kar rahay hain to aap kay liye urdu hi best option hay. Dakhain ye pakistani forum hay aur pakistani logo ki suhulat kay liye hay kay wo apni language me kam kar sakain to es liye hamary liye ye hi best hay kay ham urdu me hi posts karain ta kay aasani sy samjh aa jay sab ko aur sab hi es sy faida hasil kar sakain
            • #7 Collapse

              Re: Threads ki language urdu ya english.

              Am forex ki guftguo section main Urdu language mein hi jo abhi create karna hai Karen..
              • #8 Collapse

                Re: Threads ki language urdu ya english.

                hamy urdu mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha bhusiness hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full t ime be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kari sakty hain yai kabe be band na hony wala acha bhusiness hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Threads ki language urdu ya english.

                  dear member forex forum per posting ki language just r just urdu hai hum english mai posting nahi ker sakty yahan bus simple urdu mai hi bat kerna hoti hai otherwise forum ki taraf se rules ko avoide kerny per hamara direct account hi banned ho jata hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Threads ki language urdu ya english.

                    Dear member thread ho ya post urdu mai hi krne chahye ta k sbko smjh aye or asani se jawab de saky

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X