Jo waqt guzar gy pher hath nh ata

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo waqt guzar gy pher hath nh ata
    My dear and respected member hamin forex par proper tareeqy sa kam karna ho ga aur hamin apna time wasye nh karna ho ga q keh jo log time ziay karty han kise bhe kam ma to woh kabhe bhe kamyab nh hoty is liay hamin chiay an time achy kamo pr lagin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo waqt guzar gy pher hath nh ata

    Wakt ki bahot qadar karni chaye jo wakt guzar jata hay wo per nahi ata, Forex forum ki learning agar app aaj kar lety hey to app ka ye wakt bahot keemti ban jata hay aur app par ye time per se nahi aye ga, es time ka app ko life time faida ho sakta hay, koshish karen key time ko zaya na karen aur es ki qadar karen es me app ka bahot faida hay aur ham apny aaj key time se pora faida le sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Jo waqt guzar gy pher hath nh ata

      g han b hai apke bat belkul thk hy jo wakt guzar jata hy wo wakt pher dobara waps nai ata ,chay wo wakt achy kamo men guzar jay ya pher fazol kam men .humen chaai keh hum wakt ke qadar karen ,apna kemti time zayu nai kaaren ,,forex men achi kamyabi hasil karny ky ley humen chaia keh hum forex men achi mehnt sy kam karen dill laga ky kam karen jitna zeada mehnt sy kam karen hum utna he achi kamyabi hail karen ..apna kemti time zay nai karen balkeh apna kemti time forex ko den
      • #4 Collapse

        Re: Jo waqt guzar gy pher hath nh ata

        G janab ap ki yeh baat bahut hi achi hai k ju waqt guzar geya who phir humarey hath nahi aata es leiye dostu humein chahaye k hum apna yeh waqt aeisey hi apney kisi fazool kamu mein zaya na karein aur jitna bhi ho sakey hum apna zyada se zyada waqt forex pakistan ko dein takeh hum es forum se zyada se zyada faida utha sakein.
        • #5 Collapse

          Re: Jo waqt guzar gy pher hath nh ata

          forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum pasaia kama saky gy forex aik onlinej or kabe be ban na hony wala business hain hum is mai 24 gnty mai sy kese be wakt ka time table bana kr kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jo waqt guzar gy pher hath nh ata

            g han bhai hamein apna time belkul bhe waste ni karna chihay or jetna ho sakay forex forum par kam kea jay ager ham forum par zyada kam karen gay to hamra faida ho ga or hamein apnay time zaya karnay say bachana chihay or hamein apnay time ko qemty banana chihay jo log waqt ke qadar ni kartay on ka result pachtawa hota hy es ly hamein waqt ka qadar karni chihay takeh ham bad pachtain na or kamyaab ho saken
            دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
            • #7 Collapse

              Re: Jo waqt guzar gy pher hath nh ata

              G bhai jan ap ny bhot he achi bat ke h k jo waqt guzar jay phr hath ni ata to hamy chaihy k ham mehnat kryn aur forex ko ak kamyab business bnayn takay ham kamyab ho sakyn
               
              • #8 Collapse

                Re: Jo waqt guzar gy pher hath nh ata

                Assalamu Alaikum dear friend ap ny bhot he acha sawal kia ha k forex ma kamyabi sirf mehnet sy milti h aur agr waqt hath sy guzar jay to phr hath ni ata isy liay hamy abhi he mehnat krni chaihy
                   
                • #9 Collapse

                  Re: Jo waqt guzar gy pher hath nh ata

                  g bilkul ap theak khe rahen hain k humen bhot zeada proper tariqy k sath he kam karna hoga ,,kun k jub tak hum proper tariqy k sath kam nahi karty hum kabhi bhe kamiyab nahi ho sakty hain hum sub ko proper tariqy k sath work karna cheye,,,,ise liye kaha jataa hai k jo wakt guzar gaya wo wapis kabhi loat k nahi ata haai ise liyee apna kam bhe wakt par karen or bhot achy tariqy k sath karen taky bad main koi pachtawa na ho k galti ho gae ye kam aise nahi krna tha ,,,,
                  • #10 Collapse

                    Re: Jo waqt guzar gy pher hath nh ata

                    Umeed krta ho k ap sab khariat sy hon gy aur forex ma kamyabi kay liay bhot mehnet kr rhy hon gy jess k is bhai ny kha h k forex ma mehnet shru sy krni chaihy bad ma krny ka koi faida ni h jo waqt guzar gia phr hath ni ata
                     
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jo waqt guzar gy pher hath nh ata

                      G haan insani zindagi mai waqt ki buht ahmeat hai humein waqt ka khyal rakhna cahhye or waqt k saath saath kamyab hona cahhye agr waqt haat se gya to pir sari zindagi nakami rahy gi waqt ka khas khyal rakh kr zindagi guzarien

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X