Spread ko ager simple bataya jaye tu es ko aisy ap keh sakty hain kay 2 currencies ki jo price ka difference hota hai us ko spread kaha jata hai. Ap normally daikhain gy tu ap ko pata chaly ga kay jo major pairs hoty hain un mai ap ko spread kam milta hai or baqi exotic pairs mai ap ko spread zaida mil raha hota hai. yeh ap ka jis mai experience hai ap woh pair or spread ko mind mai rhak kay chose kar skaty hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим