low profit ! do you accept it?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Yes low profit is better than huge profit . q k low profit se hi aap ek bare profit k tarf move kar skte hen is k bar aks agar ap phele hi bare margin k bare m sochte hen tou ap k sath ek masla or ambiguity hamesha rahega. So we always try to think from lower profit rather than a huge profit. Thanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      yes dear its so risky forex me agr profit thoda ho to koi masla nai kyn k ye bht risky hay aur is k liye bht experince chyae agr kum expoerince k sath bhy ap proifit earn ker rahy ho to ye bht best hay ap k liye
      • #153 Collapse

        Yes, forex trading main hum ko low profit ko bhi accept kerna chahye kyun k ye to business ka aik hisa hai, or kuch na hony se kuch hona behtar hai so ic trha ki trading se aap ko experience bhi milta hai or aap next trade achi krty ho..
        • #154 Collapse

          g bhai jaan forex markit main profit jitna marzi ho ap per dipand krta han keu ky forex men ham aik acha akm krty han is le ya or hamen forex men bhut ache earning hoti hy mager profit km ho ya zyada hamain expet krna chye
          • #155 Collapse

            forex trading se ap ko agre low profit mile raha or ap ko cahye ke trading se acha earn karne ke leey ap ke pass acha trading ka inowlge dhona chaye hame low kar sakte ha
            • #156 Collapse

              forex business a very risky business if we trade with greed we are in loss so avoid greed and accept low profit and be confident on your decision :) greed is a bad thing that make a person selfish so avoid it in best way :)
              • #157 Collapse

                Bhai jee mein apki bat say agree nahi karta q k mein manta hun k forex trading business aik risky business hai lekin is ka ye matlab bilkul nahi hai k hum thora sa profit earn kar aur comptr off kar dein bulkay humain koshish karni chahiye k hum possible ziyada se ziyada profit earn karain.
                • #158 Collapse

                  g han bilkul thek kaha ap ne k ye busienss bht risky business hai r is main se thora se b profit ajaye to us par hi guzara krna chahye ku k zyada kamane ka karen ge to is main se loss b ho sktaa hai ku kye businesss bht risky buseinss hai r is main hamen lalach nahi krna chahye kbi b........
                   
                  • #159 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Syed Mujtaba Hussain Shah پيغام ديکھيے
                    Yes i accept low profit.I never want to earn more money in an trade because it is so risky.I want to earn a little profit in forex because it is not risky.
                    ha ma loy profit ko accept kar ta ho ko ka is ma hum apne waja sa he is ma loss ma jata ha or is ma hum zada eran na he akr sata ha is leya jub hum trade kar ta ha to hum ko is ma both cool ho kar is ma kam kar na ho ta ha to ka hum ko is ma loss na ho ager hum ko is ma loss ho ga to hum ko is ma phir sa point ko bana ho ga or bad ma in ko trade kar ta ha or is sa eran kar ta ha
                    • #160 Collapse

                      main jhar aik ko yahi kehat hu k jo profit hota hay wo to profit hi hota hay jnab...is liye hum ko cahey k hum is main sahi trha sya har kaam karain jnab,,ok jnab
                      • #161 Collapse

                        g han main apki baat say agree karna chaty hay k to humain is forex forum main agr low profit hasil hota hay to humain us par bhe sabar karna chaiy ta k humain is forex forum main say acha profit hasil ho saky aur hum kamyab ho saky aur loss say bach saky.
                         
                        • #162 Collapse

                          g main low profit par hi trade close kardaita hone kinkay zyada k laluch main kum profit sey behi haat dhonay partey hain kum mum profit se hi ziyada earn mumkin hain ise liye main tu kahoon ga k ziyada ka luch na karin
                          • #163 Collapse

                            low profit bhi kabhi kabhi bardasht karna par jata hai or wese bhi agy apni manzil tak phnchny kay liye start mein kafi problmz bhi face karni parti hai or loss ka samna bhi karna parta hai par jab ap apni galtiyo se seekh jaty ho to ap agy apni manzil mein aram se phnch jaty ho.
                            • #164 Collapse

                              y mera sath kafi bar howa hai k mai nai little profit ko nahi accept kia or wo sub loss mai chala gia hai but ab hum os mistake ko clearfy kr chukay hai ta k next bar y chakr na ho or loss ki beejaye profit ho .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Syed Mujtaba Hussain Shah پيغام ديکھيے
                                Yes i accept low profit.I never want to earn more money in an trade because it is so risky.I want to earn a little profit in forex because it is not risky.
                                Main is bat se agree krta hu k agr ap ko bhi km profit bhi hota forex main to ap ko accept kr lena chahiye,,because forex main bht risk involve hota hai or humain ziada lalich nae krni chahiye,,mere khayal main loss hone se bht acha hai beshak km profit ho main to accept kr lu ga,,bht se log bht ziada k lalich main thora bhi loss kr jate hain...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X