Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja
    Assalam o Aliakum dear forex members m ap se ye bat kaho ga kh forex trade m aj kal gold ka rate kum ho raha hy es ki kiya waja hy kiya dollars ka rate kum ho raha hy kiya ye forex members k liye loss ho skta ya phr ye achi bat hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

    dear gold wo paier hya jiss mya bohat zada taze movment hoti hya jiss mya hum ko loss hota hya iss liya hum ko zada say zada mahnat karni chya takya hum iss mya kamyab ho saktya hya
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

      Bohat acha swal hai forex mein gold ki trade iss Lia Kam hoti hai keon ka gold ki movmant ka kuch pta nahi chlta gold ki movmant taz hoti hai iss say bohat zayida logo ko loss bi hota hai jis ki waja say Kam log gold pr trada krtay hai
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

        Bilkul isliye ke Ham Jab gold Mein trade karte hain to Gold bahut jyada Munh Karta Hai Kisi Kisi Ko Gaur profit deta hai aur jyadatar Har Kisi ka pura bonus Le leta hai usko pura loss mein le jata hai isiliye logo gold CarTrade karna Chod rahe hain main unko Kah Raha Hoon ke woh Apne Akal Mandi experience ko aur knowledge? Karke usmein trade Lagana shuru ho jaen Darne ki koi baat nahin hai Hamen ke sath hun vah Dar mat Aur Main unko Unka madad bhi karta Jaunga Main Ek Achcha trader hun
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

          Gold ki trade ager kam b ho jay tu koi issue nhii hamen tanshion lainy ki koi zrorat nahi hy ye problem kabhi kabhi hota hy Aor automatically Gold ki price uper b chali jay gii acha kaam kia karen jab hum achii posting karien gy tu achii posting ki waja sy acha bonuss mile ga acha bonus hi per phirr good trade lagayen tu hmaen faida ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

            G ha apny ye bat bahut hi thek kahy rahy hn wo islye ky gold ab abnormal hogia hy aur ye ab kuch bhi kar sakta hy so kun ky ye bahut ziada moving karta hy jis sy hamein is mn kafi loss hosakta hy so hamein is mn sacure kam karna chaye jis sy hamein loss kam hosakta hy
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

              gold main bi trade kar skaty hain but hamain market main bi trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur market main anlsye ka rk hi trade karni ho gi tab hi hum achy say perform karny k kabil ho sakty hain aur hamain market mainbi trade kar k hi hum sucs shon gay
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

                is forex main hamain palning kar k hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain gold main bi trade kar k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucss hon gay aru hamain market main bi trend ko use kar k hi hum real main bi sucss hon gay it si best job for all
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

                  es mein loss ke chance bhoht ziada hain so es ki market meian trading kam ho rahi hy
                  .................................................. .................................................. .....................
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

                    hamy ahteyat sy foroex mai kam kaarna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hamy gold mai expert ban ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hum is mai agar bager learning ky kma kary gy to hamy kuch be hasual nahi ho ga forex mai hamy ahteyat sy kam karna ho ga forex aik interenational business hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

                      Gold market risky market hai. Es market ko under stand krna hard hai. likan es business mai giold market par trade krna hai tou ap ko gold ki news ko under stand krna hai. jo gold ki news ko under stand nahi krta tou wo success bhe nahi hasil krta.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

                        Asslam o alikum hiii frandz.
                        Yes ap thk kha rhay hn gold ki moment bhoot tazz hoti h. As lea logo ko loss b bhoot hota h. To as lea log gold ki treading km karty hn ta h loss sa bach sakn. R kasi r chz main treading karn. Gold ki treading main kami ki waja gold market ki tazz mimwnt h.
                        As k ilawa mahanat karn gy to earning b achi ho gi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

                          jee han dear ap ne acha sawal kia zahri c baat hai agr dollor or gold ka jo pair hai jora hai us mian agr dollor ooper jae ga to gold phir neechay aye or agr gold ooper jae ga dollor neechay jae ga jo jis hissab se trading karay ga agr us ne gold ko sell kia hai to sell janay ki soorat mian us ko to profit he hoga or jis ne buy ki hai usko loss hoga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold ki trade kum Q ho rahe hai waja

                            jee han dear ap ne acha sawal kia zahri c baat hai agr dollor or gold ka jo pair hai jora hai us mian agr dollor ooper jae ga to gold phir neechay aye or agr gold ooper jae ga dollor neechay jae ga jo jis hissab se trading karay ga agr us ne gold ko sell kia hai to sell janay ki soorat mian us ko to profit he hoga or jis ne buy ki hai usko loss hoga is liye apni marzi hai ap chahay sell karen y buy karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X