Forex not allowed in some countries ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex not allowed in some countries ?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Reasons for stop up forex trading

    Ban on using credit cards to fund or withdraw deposits in foreign currency.this is due to some illegal trasncations should be controlled over.
     
    • #3 Collapse

      men ap ki bat samajh gaya hoon ap ye keh rahi hhen ky forex trading business kuch countries men alloewd nahi hy to mujhy is bary men abhi koi knowledge nahi hy q ky me samajhta hn forex legal businesshy
      • #4 Collapse

        well ,mujhe tu pataw nahin he is bare mein bilkul conferm tu koi bhi nahin keh saktaw he ke kiya he or kon se countries mein ye banned he:)
        • #5 Collapse

          mujh ko es bat ka bilkul b ilum ni hai k forex kin kin mulkon main allow ni hai ye ak best business hai jiss say app ko ghr main he achi earning ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Forex allow nahi hai some countries mein is baat ka mene b suna hai but mujhe theek se maloom nai hai just suna hai or kin countries mein banned hai or q k hai is bare mein mujhe details nai hain.
            • #7 Collapse

              aap ye keh rahay hain kay forex trading kuch countries mein allwed nahen hai to mujhy is bary mein abhi koi knowledge nahen hai kyunkay mein samajhta hon forex legal business hai bhai.
              • #8 Collapse

                gee bhai mujhe es bat ka sahih pta nhe he keh kon se countries mein forex trading allowed nhe he aur mein to jahan tk smjhte hon to pore dunia mein forex trading ka business chl rha he aur trader apne trading se ache income haisl kr rhe hien
                • #9 Collapse

                  g han ho bhe sakta ha q k kafi country hein jin mein log trading nahi krty hoty is liye forex i think world best business ha is liye isy har country mein hona zarori chaheye is liye hamen kamyab trading k liye acah experience hona bohat he zarori chaehye or forex hamari country mein ha is liye hamen is sy achi earning hasil krna chaheye
                  • #10 Collapse

                    Forex ligelity ke baare Mei questions uthate rehte hai mujhe lagta hai forex Ko lekar information Sahi se spread nhi hue hai isiliye log forex ke baare Mei doubt Mei rehte hai forex ek world wide mere hisab se legal business hai iss par koi restriction nhi hai par sabhi Country me currency trading karne ke liye kuch rule parameter fix kite hue hai unko follow karke hi asp inn countries Mei forex trading kar sakte hai kuch country forex trading ke liye broker Ko paisa bhejne par ban lagaya hua hai waha sirf aap country Mei register broker ke sath hi trading kar sakte hai Aisa isliye ho Sakta hai Shayad wo Apne foreign reserves Ko secure karna chahiye ho par overall forex sabhi Country Mei legal hai
                    • #11 Collapse

                      mjhy to abhi pata chala k forex kahein pay ban b hay - mere pas payoneer ka mastercard hay jab maine un c kaha k app forex ki transaction lete ho to unhn nay saf mana kr diya k ham koi bhi ic kisam k transction nahi krty apka acount bnd kr diya jaye ga agar ap nay ace ko transaction ke to
                      • #12 Collapse

                        bhai mjy is bt ka nai pata ha ky forex foregin countries ma ho sakti ha yah nai ku ma kabi esy try nai kkia ha r na he mjy is ky bary ma koi knowledge ha laken ma yah bt zaror samjta hon ky forex ka business legal hota ha
                         
                        • #13 Collapse

                          Mujhko Nahi Lagta ki Forex Kisi country Mein Na Ho Forex trading me look duniya bhar se kaam kar rahe hai oh yea duniya bhar Mein popular ho rahi hai frustrating me sabse located ok kaam karte hain isme Inter College requirement nahi hai sab countries countries
                          • #14 Collapse

                            forex 1 legal business hai or mery khyal se ksi b country main ye ban nhi ho sakta Q k agr hm es business main invest kr k earn krain gy to hmara life style acha ho ga or hm market main b good earning kr sakain gy future main.pak main to hm es business se achi earning kr rhy hain nor krty rhain gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              no dear me ne tu esa kuch bhi nhi suna hai k forex ko country men allow na kia ho, forex trading tu aik world widr business hai is men tu dunia bhar k log ker skaty hein or is men kam ker rahy hein or is se earning bhi ker rahy hein or log is men lloss bhi ker rahy hein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X