chart ko hum kese analyze kar sakte hain...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    chart ko hum kese analyze kar sakte hain...?
    han g dear forex main 2 types ke analysis hote hain aik funadamental or dosra technical analysis hota hae jo technical analysis hota hae wo hum charts ke madad se kar sakte hain to main tamam members s euyeh pochna cahta hun ke hum charts ke madad se kese analysis kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: chart ko hum kese analyze kar sakte hain...?

    Dear hum chart ko candls kay sath analysis kar saktya hya or hum support or resistence kya zariya bhi analysis kar saktya hya
    • #3 Collapse

      Re: chart ko hum kese analyze kar sakte hain...?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
      han g dear forex main 2 types ke analysis hote hain aik funadamental or dosra technical analysis hota hae jo technical analysis hota hae wo hum charts ke madad se kar sakte hain to main tamam members s euyeh pochna cahta hun ke hum charts ke madad se kese analysis kar sakte hain
      dear chart analyse krny k leay apko forex ka trading pattern use krny hoty hen indicatiors and new ko mad e nazar rakhna hota hy tab hi ap sahi trha ikam kar skty hen aur forex me kam kr kay acha kam ka natija hasil kr skty hen aur trading sy acha munafa hasilk kr skty hen
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: chart ko hum kese analyze kar sakte hain...?

        Brother chart ki madad say ham market ko asani k sath analyse kar saktay hain aur chart main bi market ko analyse karnay k bahut saray methods aa jatay hain, kuch trader support aur resistance ki madad say chart ko analyse kartay hain aur kuch traders candles ki shapes ko dekh kar market analyse kartay hain.
        • #5 Collapse

          Re: chart ko hum kese analyze kar sakte hain...?

          Chahat ko analyse karna Koi Jyada difficult Nahin Hota To aapko Thodi nahin aati aur thoda focus ki jarurat hoti hai jo aapko chahie kya aap senior members se learning Karen
          • #6 Collapse

            Re: chart ko hum kese analyze kar sakte hain...?

            Dear friend different time frame use Kiya jata hai aur tools ko understand karna Aana chahie analysis karne ke liye..
            • #7 Collapse

              Re: chart ko hum kese analyze kar sakte hain...?

              Ji brother chart ko Ham analyse kar sakte hain aur ISI Tarah ka chart Mein Ham pips ko bhi analyse kar sakte hain aur resistance ko bhi analyse kar sakte hain jisse Ham yah andaza Laga sakte hain Ki Hai Jo Ham trade kar rahe hain kya yah Hamen profit Degi ya loss Degi ISI Tarah Jo Chart Hai wah Hamare liye trading karne mein mufeed sabit Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: chart ko hum kese analyze kar sakte hain...?

                g haan hum chart ko 2 method se analysis kar sakty hain... aur trading start karne se pehly humein chat ko ache se analysis karna buhat zaroori hai kyun k tab hi hum is mein kamyab ho sakty hain jab hum is mein buhat zayda mehnat karte hain aur analysis karne k bad hi trading start karte hain...
                • #9 Collapse

                  Re: chart ko hum kese analyze kar sakte hain...?

                  hamy charts ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kr sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex aik legal business hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: chart ko hum kese analyze kar sakte hain...?

                    forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kari sakty hain hum jis mai d ay mai be kam krai sakty hain yai aik asa business hain jo hamy learning be deta hainj or hamy earning be deta hain forex kabe be badn na hony wala business hain hamy market ko analysiz kar ky mahnet sy or twajo sy kam karna ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X