Kya knowledge ki limit hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya knowledge ki limit hoti hai
    Sar kya knowledge ki limit hoti hai main aap se puchna Chahta Hoon ke knowledge ki limit hoti hai ya nahin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

    bhai jan knowledge kisi bhi shoba ka ho is ki koi limit nhi hoti agar ap kisi cheez main knowledge hasil karna chahte hain to ap ko start se le kar end apki life khatam hone tab new knowledge mil rhe ga is kye kabhi bhi apne ap ko knowledge expert na samjhian.
    • #3 Collapse

      Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

      dear ap nay sahee swal kia hay is main ham ko ilm main hay ko knowledge ki koi bhi limit nahi hay is main ham ko chye k ham her kisi say more say more ilm ko gain kartay rahein aor is main ham ko chye k ham har ilm ko her kisi k sat share kartay rahein sat sat agar ham aisa kartay hein to ham kabhi bhi fail nahi hon gay .
      • #4 Collapse

        Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

        Real Forex trading bahut bada business hai usmein Jitna Jyada knowledge hai Hasil Karte Jaenge utna hi behtar hai..
        • #5 Collapse

          Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

          No bro knowledge ki koi limit nahi hota hai knowledge to jitna hasil kiya jaye utna hi kam hota hai is liye knowledge ko zeyada se zeyada hasil karna chahiye aur forex ke bare me to ap jitna bhi study karen kam hai is liye ap ko is me zeyada se zeyada seekhna chahiye ta ke ap ke loss ke chances kam se kam hon.
          • #6 Collapse

            Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Munirahmed پيغام ديکھيے
            Sar kya knowledge ki limit hoti hai main aap se puchna Chahta Hoon ke knowledge ki limit hoti hai ya nahin
            Forex trading bahut bada business hai is mein knowledge Hasil karne ki koi limit Nahin Hai Kyunki Forex trading Mein daily basis per aap market ko baat karna hota hai aur Agar aapko market ke related daily knowledge Hogi tabhi aap Achcha kam kar Sakenge
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

              Friends bilkul theek kah Rahe Hain Ki Hamen chahie ki Ham demo account per practice Karke Forex ka knowledge or experience Hasil Karen Kyunki is business Mein knowledge ki bhi bahut jyada limit hai isliye Hamen Sab member ko chahie ki knowledge ke sath limit ke sath kam Karen FIR hi Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar hamare pass Achcha knowledge experience Nahin hoga to mere pass bilkul bhi achcha experience Nahin Hoga isliye Hamen Achcha experience Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie FIR hi Ham Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

                g nahi forex main koi b limit nahi hai knowledge ki kyu k hum apny knowledge ko jitna acha karain gay utna humara faida hoga aur knowledge k koi end nahi hota hai hum din ba din kuch new seekhty hain aur jo b seekhty hain wo humary liye kam main life main bahoot zroori hota hai is liye apny knowledge ko kabhi b seekhna band na karain.
                • #9 Collapse

                  Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

                  Knowledge ki koi bhi limit Nahin Hai Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada knowledge Hasil Karen Kyunki Agar hamare pass Jyada knowledge Hogi tabhi Ham Jyada Achcha kam kar Sakenge bahut sari resources knowledge Hasil kar sakte hain different books Jo Forex related knowledge Deti Hai bahut sari internet per video Centre Forex related concepts Deti Hai
                  :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                  PLEASE VISIT HERE
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

                    Sar knowledga ke kayo limit Nahin Hoti Agar Ham knowledge Aise karna chahte hain To Ham Jitna Jyada Aasan Karenge Ham karte rahenge Kyunki knowledge ki koi limit Nahin Hoti Hai Aur Hamen knowledge cancel karne ke liye demo code ko Jyada use karna padta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

                      nai knowledge wagra ki koi be limits nai ha is liya ham logo ko chayia ka ham log forex ka bara ma har waqt hi knowledge wagar hasal karna ki koshish karya aur ham logo ko chayia ka ham log kabhi be forex par apni mehnat wagra ko nai chora ham logo ko chayia ka ham log trading wgara karya uar demo aur forum ko use karya tay ka ham log knowledge kjo inc rease kar skaya
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

                        Gi friends AP ka questions boht acha hy knowledge ki koi limit nahin hot hy learning darpa hoti hy means ap jitna knowledge ko expand krain ga yh hota jy ga aur forux mn hamn boht Sara knowledge hasil ho sakta hy Jo hum apna Kam ko increase krna kaliya bhi use kr sakta hn.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya knowledge ki limit hoti hai

                          salam friends bat yeh hai k knowledge ke koi limit nhe hoti insan jitna zeada knowledge gain lren gay humen itne zeada kamyabi hasil.kren gay zingade men kamyab honay k liue zeada knowledge bahot zruri hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X