new kay waqt trader karni chaheay kay ni

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new kay waqt trader karni chaheay kay ni
    g asslam u allykum friend ma ap sy ya pochna tha kay news kay waqt trade karni chaheay kay ni ager or jo log news kay waqt trader karty hn un ko profit hota h ya zeada tar loss hi karty hn qeo ky ma ny kbi news kay waqt trade ni lgai is leay ma apny seniar sy pochna tha kay ma news kay waqt trader karon ya na
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new kay waqt trader karni chaheay kay ni

    friend hmain news k waqt trading nhi karni chaiay, bl k news par focus karain aur ta k hm market ki moment ko kisi hd tk predict kar sakain aur us k baad trading ki strategy bnanai chaiay ta k us hisab sa apni trading ko set kar sakain jis ka hmain faida ho ga aur hmari trading ma loss ka km risk involve hoga
    • #3 Collapse

      Re: new kay waqt trader karni chaheay kay ni

      Forex trading business mein jab news ka waqt hota hai tu market ki movement buht fast hoti hai forex mein news par us ko trading nahin karna cahaiye jab tak news ka knewledge aur experience na ho news par trading k liye hum ko market ko samjhna zaroori hai news k liye hum ko fundamental analysis karna zaroori hai phr hi news par trading kar saktay han
      • #4 Collapse

        Re: new kay waqt trader karni chaheay kay ni

        Dear friends hum ko cahyh k jub news ka time ho to trading na he karin to better ha kau k es time market kafi zada tazi say move karti ha hum ko cahyh k hum news ka wait karin then trading karin aur news k time trading na he karin to better ha.
        • #5 Collapse

          Re: new kay waqt trader karni chaheay kay ni

          Bhai Jaaan NEws K Waqt Trade Agar Naaa hi Ki JaaEy To BeHtar Hai Q k FoRex Main Agar humen neWs Ki Samajh Naa Ho k News kiS Tarf MaRket ko MoVeKaRwaaEy Gi To HumEn NeWs PaR Trade Nahi KaRni Chaahiye Warnaaa HumEn Kaafi Loss kaaa Saamna KaRnaa PaR SakTaa Hai To HumEn iS Baat kaaa ZaRolr Khyaal Rakhnaa Chaahiye...
          • #6 Collapse

            Re: new kay waqt trader karni chaheay kay ni

            Forex ki market news time boht fast move hoti hai. jab be kise currency per high impact ki koi news ayti hai tu us currency ki value boht up ya down ho sakti hia. ager us currency ki value up hoti hai tu market main be wo currency jis pair k sath attach ho us per kafi movement hoti hai. ager ap biggner hai tu apko news time trade nai karni chaia. ager ap expert hai tu apko tab be news time hemsha stop loss aur kam lot szie use karna chahia.
            • #7 Collapse

              Re: new kay waqt trader karni chaheay kay ni

              Dear agar hamain fundamental analysis ata hay aur ham news release hotay hi market par us k affect ka andaza laga saktay hain to phr ham news par trading karni chaheay q kah news k wakt sahi trade open ho jaay to ham kam wakt main hi acha profit earn kar saktay hain aur agar ghalat trade open ho jaay to bahut zayada loss ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: new kay waqt trader karni chaheay kay ni

                is forex main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar skaty hain aur news ko dekh k hi hum sucss hon gay aur har koi achy say trade lga sakty hain aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum sucss ho sakty hain aur hamain markt main bi knowldge ho ga tab hi hum real main bi sucss hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: new kay waqt trader karni chaheay kay ni

                  agar hum forex mai new hain to hamy ache learning gain karne ho ge hamy aik time tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hita forex aik legal business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: new kay waqt trader karni chaheay kay ni

                    agr hum forex mai new han to hamy trade mai ahteyat karne ho ge pher he hum pasa kama saky gy forex aik acha business hhain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ag is mai market ka balm nahi htoa hum is mai apny bss ap he hoty haain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X