Forex mein loss ki waja
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein loss ki waja
    Brother forex mein loss kyun or kaisay hota hai?? Hum loss se kaisay bach saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein loss ki waja

    Dear brother forex trading men loss ki wesay tu bahut c wajoohat hen lekin knowledge aur experience hasil kiay bagher trading shuru kar len tu loss zaroor hota hey iss liay pahlay forum pe posting k zariay acha knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir mehnat karen tu loss ko kam kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein loss ki waja

      Asslam o aalikum.
      G bhai ap ki baat thik hy hamin forex min loss chaad cheezon ki waja sy hota hy .
      1= pkistan pk forex min los hamin jaldbazi sy hota b hum is min jaldbazi karin gy hun to hamin los hota
      2=pk firex min lalach karny sy bhi loss hota hy yeh il online business hy hamin chaye ka hum is lalach kabi nahin karin cahye balke hamin is mhneta karni chaye jis sy humloss sy bach sakkn gy acha busines kar pin gy..
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein loss ki waja

        dear friend forex trading mn loss honay ki bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn forex trading mn loss ki main waja forex k baray mn knowledge aur experience ki kmi ho skti ha is k ilawa jald bazi aur lalach bhi forex trading mn lalach ki waja ho skta ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein loss ki waja

          Mere khyal men loss ke sb see bari wajah Lalchi pan ya jaldbazi ho skta Hai qk agr ksi bhi member men lalch paida ho jae to woh lalch men a kr r zyada profit ke ya zyada bonus ke chakar men Apna kam soch samjh kr Ni krta bal keh bagair analysis ke posts ya trading krta Hai to us se loss he hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein loss ki waja

            Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k forex aik business hy to business mein hmain aik planning aur experience sy kam krna hota hy agr hm yh kam na krain na market ko analysis krain aur na hi demo py aa k practice krain to mery khyal sy phr hm sy koi kam ni hona aur hm ny loss hi face krna hy
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein loss ki waja

              Dear friends forex treading main loss hony k hawaly sy MA to yahi kahun GA k forex treading main loss hamary experience ki kami ki waja sy hota ha is liye hamen forex treading k business main loss sy bachny k liye zyada sy zyada experience gaine krna cahye q k experience hony ki waja sy hum loss sy Bach sakty gain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein loss ki waja

                Asslam o Alaikum friends forex aik online business hy jas mn loss profit as ka hisa hy loss ki main wja rolls ko follow na karna forex k bry acha khowlage na hona na hi as pay thk say kam krna sanjeda na lena hi forex ki nakmii or loss ki main wja hy...
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein loss ki waja

                  Forex main loss ki waja markeet ko understand na Kar panaa knowledge ki kamii ki waja syy loss hotaa hai..
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein loss ki waja

                    G Han dear members forex trading main kam krty howy ap ko cahahy k mehant kraain r ek Kamyab trade k bad ek accha profit Hasil krny ki koshish krain
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein loss ki waja

                      Forex ke upar kam karte waqt Hamen lalach Nahin Karni chahie Kyunki wahed element Hai Jiski vajah se Hamen Forex ke upar Achcha Sa nuksan ho jata hai isliye Hamesha koshish karen ki lalach Se Bachkar kam Karen aur Forex per Kamyab ho jaaye

                      اب آن لائن

                      avatar Ayn
                      avatar Hassi
                      avatar Juttsb
                      Working...
                      X