ak week main hum kis din achi trade kar skaty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ak week main hum kis din achi trade kar skaty hain?
    is forex main ak week main 5 din kam karty hain so hamain is k bary main planing karni ho gi aur boht hi care say hi trade karni ho gi aur har koi achy say trade lga sakty hain aur hamain market main greed ko avoid kar k hi hum loss say bach sakty hain aur sunday aur saturday ko hum market main trader nai kar skaty hain aur ye ak boht hi best forex forum hai is forx main kisi bi waqt trade lga skaty ain but hamain is forex main anlsye kar k hi um is main enter hona ho ga tab hi hum s ucss hon gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ak week main hum kis din achi trade kar skaty hain?

    hole week kaha ham friday ko achi trading kar sakte hain kyun ke week end par markit main movement bhot zyada hoti hai is lye loss our profit main dain nhi lagti our jis ne learning kar rakhi hoti hai woh bhot zyada earn kar leta hai.
    • #3 Collapse

      Re: ak week main hum kis din achi trade kar skaty hain?

      Asalamu Alaikum
      Wrek mai just 5 days he trading kar skty hain or har din trading k liay acha din hain best din trade k liaye wo hain jab market achy signals dy rhi ho ap ki startegy k according sub kush ap k favor mai ho is liay daily trade open karna compulsory nahi hota jab favourable trade mily tab he open kary.
      • #4 Collapse

        Re: ak week main hum kis din achi trade kar skaty hain?

        Dear forex trading men achi trading ka koi khas din nhi hota agar ap k pass acha knowledge aur experience hey tu phir kisi din bhi acha profit kama saktay hen monday ko market slow hoti hey aur agalay 4 days men kisi din bhi acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: ak week main hum kis din achi trade kar skaty hain?

          Weekly trading plan bana kar ham weekly achi trading aur acha profit earn kar sakty hey es key ley market ka weekly jaiza lena bahot zarori hota hay, agar weekly market ko analysis kia jaye aur long term ki trading par depend kia jaye to weekly trading me behtari a sakti hay, agar app ne long term trading ka socha ho to scalping trading karny ki koi zarorat nahi hoti app key orders 1 week se kam time me close nahi hony chaye aur jab tak profit target achieve nahi ho jata tab tak be order close karny ki ghalti nahi karni chaye.
          • #6 Collapse

            Re: ak week main hum kis din achi trade kar skaty hain?

            Forex main trading karny kay liye 5 din hoty hain jab bhi ap chahye achi trading kar sakty hain bas apko chiye kay market kay sat tuch main rehyn or jab bhi koi acha muqa mikye to ao agye baher sakty hain dear firends zarori hai kay ap mehnat say kaam karyn or acha earn karyn trading karny ky liye bahot zarori hai kay analysis achy milyn
            • #7 Collapse

              Re: ak week main hum kis din achi trade kar skaty hain?

              hum har din ache trade place kar sakty hain hamy market ke movement ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kara sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: ak week main hum kis din achi trade kar skaty hain?

                assalam o alikum dear sister week m koi din specific ni ha jis m ziada earning ho forex m pairs ki movement py depend krta ha kbhi koi pair earning deta ha r kbhi koi pair isi leay ye hamari learning r analysis py depend krta ha k hum analysis k bd us pair ko talash kren jo achi earning deny k leay ready ho us py hum trade ly len inshaALLAH wo hamain profit zaror dy ga agr hum ny analysis achy kiye hun gy
                • #9 Collapse

                  Re: ak week main hum kis din achi trade kar skaty hain?

                  forex aik online or kabe be band na hony wala busines hain hum is mai live caht kar sakty hain um is mai investment be kar sakty hain humisy apna life time career be bana sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex jasa koi or busiens nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: ak week main hum kis din achi trade kar skaty hain?

                    Ji vaise To Har Din Achcha hai lekin as a weekly basis first five days are most important or uske bad ki jo weekend hai usmein market ka utaar chadhav Jarur hota hai isliye pahle 5 Din Agar Main dudh Lagane se kam karen to aapke liye bahut best hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X