Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia forex men aehteyat zrruri hy ?
    assalam o alaikum dear forex members ! umeeed hy kh ap suub thek thak hongy r apka karobar thek ja rha hoga Allah k fazal o karam sy ,men ye janna chaahte hon kh kia forex men aehtiyat zrruri hy r eska trading ya posts sy koi relation hy ,agr posts men koi mistake hojte hy to koi issue to nh ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

    ji hn forex forum main kam kerty hoay bht ihtiat se kam kerna chahaiy taky hum se rules ignore na hon ager hum na thori se mistake bhi ki tu humara acount wash ho sakta ha is liay humain careful ho k forum main kam kerna ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

      G Han thek kaha apny k hume forex main kaam karte hue ahtiyar karni chaye q k ahtiyat sy hume ziafa loss nahi hota or hum easily is main kamayb hokste hain or earning kar sakte hain isliye koshish karen k mehnat karen or bari bari trades na lagaen or kam trades main profir earn karen.
      • #4 Collapse

        Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

        Ehtiat har kaam me karni chaheye taakeh wo khush asloobi se anjam paae. Forex me ehtiat bahut zaruri ha kionke aik ghalat trade hamari tamam koshish ko pani me mila sakta ha. Esi tarah post kartay hue bhi ehtiat karni chaheye k kahee duplicatipn na ho jai ya koi aise baat na ho jai k post delete ho jai ya account ban ho jai. Hamain har tarah se ehtiat karni chaheye.
        • #5 Collapse

          Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

          G belkul forex aik risky buisniss hai iss mai trade kartay hui hamai intehaye ihtyat say kaam karna chaye har cheez ko samaj kar karna chaye agar ham iss mai soch samaj kar kam karaingay to profit kama sakaingay.
          • #6 Collapse

            Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

            ji forex mein bilkul iahtiyat zaroori hai agar Ham aise hi kam karte rahenge ahtiyat Nahin Karenge to Fir Hamen bahut nuksan uthana padta hai aur koi fayda bhi nahin Hota
            • #7 Collapse

              Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

              Ji bilkul forex main aehteyat bhot zarori h forex m ap ko forex k rule ko follow krty hoye kam karty hain to ap ko bhot faidah ho ga posts or threads krty waqat duplicate posts or threads nh krni chaye warna ap ki posts or threads delete hon jain gi or ap ka account bh wash bh ho skta h lehaza posts or threads krty waqt care krni chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

                Asslam.o aalikum.
                G hanbhai ap ki baat thik hy min ap ki baat sy agree ho pkistan pk forex min kaam ka daoraan ahetiyaat ki zaeoorat hoti hy gar hum is min ahetiyaat nahin kaein gy to hamin bahut bara nuksan ho sakta hy hamra account bhi wash ho sakta hy aur hamra accou t bolock bhi ho sakta hy hamin chaye ka hum aisa kaam hargiz na karin jus sy hary account bmad honya wash ho sakty isi lia hamin is ahetayaat ki bahut zaroorat hoti hy..
                • #9 Collapse

                  Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

                  g haan baai g is business may sab say zaroori cheez ye hay k hum ihthiaath sah kaam karay our kabhi be kise trade ko open karnay may jaldh bazi say kaam na lay kionka hamay hamesha nuqsaan yahe chee dathe hay k hum ihthiaath say kaam nahee lqthwy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

                    G han dear forex mai kafi ahtiyat kay sath kam karna parta hai kiyu kay ap nay aik bhi trade ghlat laga diya tu samjhain kay ap es mai gaye kiyu kay kamybi kaliye zaroori hai kay ap ahtiyat kay sath kam kartye rhain kamyabi ap ko auto oay mil he jatye hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

                      g haan forex mein har cheez mein ahtiyat zaroori hai kyun k zara si laaperwahi buaht zayda loss ka andesha ban sakti hai jabhi forex mein trading karte huwe care kiya karein kyun k is mein loss bhi buhat jaldi hojata hai laalach k chaker mein...
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

                        bhai ahtiyat hi to hoti hy agar ap bina ahtiyat k bady account main bada kaam karny beth jao gy to ap ko zahir si baat hy k loss ho jaaye ga aur agar ap bus is baat ko dekh lein k future planning kar k hi ap aagy barha sakty hain main tab sy yaha kaam kar raha hu jab sy shayad kuch hi members hoty thy aur tab sy hi is main yahi baat kar raha hu k apna safe sight lazmi sy huna chahye phir ap ko nakami ka mun nahi dekhna pary ga
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

                          AoA,
                          Dear friend Forex mai bht ziada ahtiat ki zarorat hti h, ap ny Forex mai jb b trading krni ho to market ko analysis kren aur SL aur TP ka use Zaror kren, aur market k hisab sy ap apna trade lgaen ta k ap ko acha profit ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

                            G han forex main ehtiyat bahot zarori hai kyun ager aysa nahi karo gye to faida bhi nahi hoga or fazool main time waist bhi ho skta hai so main apko batna chahta hun kay forex main acha kaam kiya jiye to apky liye behyer hai or har choti choti mistakes say bach bacha kar he kaam kiya jiye to behter hai forex trading main choti si ghalti apko kaafi ziyada loss day sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia forex men aehteyat zrruri hy ?

                              g han hamen forex forum par mistake say bachna chihay or apni post ko pehlay achay say read kar len ager os mein koi mistake ho to ham ko sahi karni chihay ager ham acha kam kartay hein to hemn bonus acha melta hy to forum mein ham ko carefully kam karna chihay ham jetni zyada ehtiaat karen gay ham ko faida bhe otna he zyada ho ga hamara kam otna unique ho ga
                              دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X