analysis kat baray mein information

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis kat baray mein information
    assalam o allikum ;
    g han friends mein aaj aap logon kay sath analysis kay baray mein kuch information share kar rehe hon analysis teen qesam kay hotay hein
    1 ; fundamental analysis ;fundmental analysis ke sab say behtareen qesam or yeh molk kay hallat ko daikh kar ky jatay hein
    2;technical analysis; technical analysis chart weghera ko daikh kar ky jatay hein
    3;sentimental analysis; or sentimental analysis expert log kartay hein jo forex trading mein expert ho chokay hein
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: analysis kat baray mein information

    Brother ap na bht achi information share ki han ager hum apni trade in tamam analyses k bad trade open karein tu humain acha profit ho sakta ha aur hum expert trders bhi ban sakty han in analyses ko kerny se humain achi informations milti han jo k trading main profit k liay bht ziada meter kerti han.
    • #3 Collapse

      Re: analysis kat baray mein information

      w salam g han forex trading krny k lia 3 qism ki analysis ki jati hai jis main sb sy best analysis fundamental analysis hai newbies ye analysis kr k achi trade kr skty hain q k news k is main news ko dekha jata hai k kis mulk ki currency up ja rh hai ar kis mulk ki currency down jae gi to usi k mutabik hm trade lety hain
      • #4 Collapse

        Re: analysis kat baray mein information

        G Han thek kaha m hume.chaye k hum analsysi k sath tradinf karen taa k hume ziada sy ziada earning or profit ho or hum sucessdul hokat is main kaam kat saken or kamaybi hasil kar saken or begee analysis k trade main koi faida nbi hota hai isliye hamesha koshsih karen k mehnat karen or sucess haisl karen.
        • #5 Collapse

          Re: analysis kat baray mein information

          G han brother ap nay bahut achi information share ki hay aur market ko analyse karnay k 3 methods hain jo ap nay bataay hain aur en main mery kheyal main sab say zayada use honay method technical analysis hay aur sab say strong analysis fundamental hota hay jis k waja say baki saray analysis fail ho saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: analysis kat baray mein information

            Salaam dear forex memebers ! Umeed hy ap sb thek hongy r apka katovar bh thek ja rha hoga,mn apnko analysis ke 3 type btate hn
            1: foundamental analysis
            2: techniqual analysis
            3 : sentemental analysis
            Yesb market ka jaiza leny r charts etc banay mn kam aty hn .
            • #7 Collapse

              Re: analysis kat baray mein information

              jab hum analysis karky trading krty han tu iska humy bhoot faida hota ha ow wo faida ya ha ky hum ider soch smjh ky trading krty han or galtiyan bht kam hoti ha hmara basic purpose yahi hona chaiya ky bhyum forex pa dehans a planning oir analysis ky sath trading kryn
              • #8 Collapse

                Re: analysis kat baray mein information

                hamain market main jany say pahly is k bary main achi information hasil karny ki zarorat hoti hai so hamain is forex main rules ko mind main rakh k hi hum run karien gay aur analse karein gay tab hamain faida ho saky ga aur demo main rpactice kar k enter hona ho ga tab hi hum achy say perform karein gay aur market main kam kar k earning kar ksaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: analysis kat baray mein information

                  Forex market mein aapko analysis Jarur karna chahie Iske bare office market ko samajh Nahin Sakte aur na hi koi acchi trade Laga sakte hain lekin nlcs karne ke liye aapko is market ka proper knowledge or experience Hona bahut jaruri hai Jab aapko is market ka pata hi nahin Hoga Ki yah market kya hai aur ismein aap kaise kam kar sakte hain to aap is market ka analysis bhi nahin kar sakte to aapko chahie ke pahle knowledge increase Karen aur is market ko analyse Karen Taki aapko Idea hokar market ke andar apko kis Waqt trade open Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: analysis kat baray mein information

                    hamain market main planing kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamian is forex main trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi ta k earning karin gay aur information achi hasil karny k liye learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain market main bi demo main practice kar k hi hum run karien gay
                    • #11 Collapse

                      Re: analysis kat baray mein information

                      Forex trading main market analysis bahut Jaruri hota hai jo log market analysis Nahin Karte unko loss hota hai aur jo analysis Karke trading karte hain unko Achcha profit Hasil hota hai analysis 3 Tarah Ke hote hain fundamental analysis technical analysis for sentiment analysis
                      • #12 Collapse

                        Re: analysis kat baray mein information

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: muazmahanif پيغام ديکھيے
                        assalam o allikum ;
                        g han friends mein aaj aap logon kay sath analysis kay baray mein kuch information share kar rehe hon analysis teen qesam kay hotay hein
                        1 ; fundamental analysis ;fundmental analysis ke sab say behtareen qesam or yeh molk kay hallat ko daikh kar ky jatay hein
                        2;technical analysis; technical analysis chart weghera ko daikh kar ky jatay hein
                        3;sentimental analysis; or sentimental analysis expert log kartay hein jo forex trading mein expert ho chokay hein
                        Acchi trading karne ke liye analysis karna bahut jyada Jaroori Hai Jab tak aapke analysis aur planning proper Nahin Hogi aap acchi trading nahin kar sakte acchi trading karna chahte hain to hamesha planning aur analyses Karke kam Karen tabhi aap acchi trading kar Sakenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: analysis kat baray mein information

                          hamy mareket ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is analysis ko use kar ky mehant sy kam karna chahey pher hi ham success earn kar sakty hain or acha profit hasil kar kay apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X