Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...
    Akser trader forex main ghaltiyan ziyada kerty hain jis ki waja say unhay loss bhi ziyada hota hai forex main mistakes ko kum karyn ager aysa karyn gye to apko faida he faida or trading bhi behyer hon gi so apko chiye kay mehnat karyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

    g han dost apne theek kaha ham jitni ghaltian kaam karen ge hamain utni hi zyada earning mile gi our agar kisi mistake ki wajha se hamain loss howa hai to hamain ye chahye ke ham apni us mistake ko drust karen.
    • #3 Collapse

      Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

      g ap nya sahi kah hya kay ager hum treading may jitni mistake kam karya gay iss say hum ko itna zada profit ho ga iss liya hum ko treading kartya ho safe rahna ho ga or ap itna zada profit gain kar saktya hya
      • #4 Collapse

        Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

        bilkul sahee kha hy apney keh ham forex mein jitni ziada mistakes kerty hein to hamin uss ka faida aur bhi ziada hota hy hamin chahiy keh ham bhi iss mein jo bhi mistakes krein un ko recover kernuy key sath sath un sey learninig ko bhi improve krein uss mein again mistakes kernuy ki bjaiy unko recover ker key whan sey acha profit bhi hasil krein.
        • #5 Collapse

          Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

          Ji haaan Dear BiLkul Sahi Kahaaa Hai Aaap Ne FoRex Main Hum ghaltiaan kiYe Baghir FoRex ko Nahi SeeKh sakTay Hum Jitni Zyaada ghaltiaan kaRen Gy utNay Hi Achi TaRhaaa HumEn MaRket Ki Samajh Bhi AaEy gi Or hum kaafi AChaaa pRoFit Bhi Kamaaa Saken Gy to HumEn Is Baaat Kaaa ZaRooR Khyaaal RaKhnaa Chaaiye....
          • #6 Collapse

            Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

            Forex trading me jab start lia jata hay to lazmi baat hay k ghaltian hoti hain is leay apko demo account me start karna chaheay or jab ap ka knowledge barh jaey or ap real me start kar lain to phir wahan pe ap ko mind me rakhna chaheay k jo ghaltian apo ne demo account me ke then or jin ke waja se ap ko loss hua tha koshish ye honi chaheay k wo ghaltian ap real account me na honay dain q k jitna ap kam ghaltian karain gay utna ap ka balance safe hoga.
            PAKISTAN ZINDABAAD
            • #7 Collapse

              Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
              Akser trader forex main ghaltiyan ziyada kerty hain jis ki waja say unhay loss bhi ziyada hota hai forex main mistakes ko kum karyn ager aysa karyn gye to apko faida he faida or trading bhi behyer hon gi so apko chiye kay mehnat karyn
              Trading Mein mistakes Hona humse baat hai trading Karke mistake Kisi Se Bhi Ho Jaati Hai Lekin acche traders reading karte hue kabhi bhi mistakes ko repeat Nahin Karte Hain aur vah Ho Agar mistake Karte Hain To usse learn Karte Hain
              • #8 Collapse

                Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

                Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k traders agar kamyab hona chahtt hen to unko chahiye k mistakes kam se kam kren . or apni trade ko mistakes free banaen .
                Malik Fiaz khokhar
                • #9 Collapse

                  Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

                  ager hum apni ghalyain se seekhain ge to humain bhoht kuch seekhno ko mile ga so ap say request hy ap apni ghaltun se seekhain aur achi trading krain aur acha profit earn krain aur us say ap achi earning krain .
                  ye forex bhoht se ghaltun say seekh skhte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

                    G han forex trading main sb sy ahem bat jis pr hmn bht focus krna chahiay wo hai apni ghltion ko control main rkhna jitna mumkin ho mistakes sy bachn ap ki ek glti ya la prwahi apko big loss dy skti hai gltian km krny sy ap bht achi trade kr skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

                      Forex main hame kbhi b ghaltiyon ko ignore nhi krna chahiye hamesha ghaltiyon ko sudharna chahiye. Q k ghaltiyan jitni km hoti hain utna hi hi trading main hame profit zyada milta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

                        Galtiyan Har Insan Se Hoti Hai lekin successful hota hai jo apni mistakes se Kuchh Achcha lesson learn karta hai Hamen chahie ki Ham apni mistake se Kuchh Achcha lesson learn Karen aur any mistakes ko improve karne ki koshish karen Is Tarah next time fir se kam mistake hongi
                        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                        PLEASE VISIT HERE
                        • #13 Collapse

                          Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

                          Koi bhi kam ya koi bhi business ho usmein aapko mistakes Ho Jaati Hai so aap ko apni mistakes se lesson Hasil karna chahie aur running Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

                            Aoa hope u r fine agreed with u foeex mai jitna ghaltion se bach skty ho bacho jitna hum care kre gy osi mutabiq hunari trade achi hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ghaltiyan jitni kum trading utni achi hogi...

                              g bilkul apny bilkul theak bat kahi hai k hum jitni kam galtiyan karty hain hum utna he zeada faida bhe hasil karty hain hum bhot acha profit earn karty hain or bhot munafy main bhe rehty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X