Slow progress

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow progress
    Asalamu Alaikum friends
    forex mai slow progress ki waja hamra sahi say focus nahi hona hain. Or strategy ko bar bar change karna apni hee strategy ko proper way say follow nai karna mistakes ko ignore karna. , ek galti ko bar bar repeat karna ye sub waja sy hum forex mai apni progress ko agy nahi bhara skty hain
    Forex success = strategy success
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Slow progress

    Acha swal kia my sweet sister kh kia wja hy kh hmari progress slow hoti ja rhi hoti hy kam mn miry khial mn hmara kam ko serious na lina kam mn sosti krna bar bar galti krna post theek na kr pana trading mn knowldge ki kmi ka hona trading mn jaldbazi krna mihnat ki kmi hmin apni progree ko mazbot nhi krny dite or hm ziada kamyabi gasil nhi kr skty hmin apni progree good krny k liy khud py bharosa krna ho mihnat krni ho gi apni galtion ko sahee krna chahiy tu hmare progrees achi ho skti hy forex mn
    • #3 Collapse

      Re: Slow progress

      Ham Logon Ko market per Jyada Se Jyada procus karna hoga Jab ham log Jyada Se Jyada focus Karenge To Ham Logon Ko Achcha profit milega
      • #4 Collapse

        Re: Slow progress

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
        forex mai slow progress ki waja hamra sahi say focus nahi hona hain. Or strategy ko bar bar change karna apni hee strategy ko proper way say follow nai karna mistakes ko ignore karna. , ek galti ko bar bar repeat karna ye sub waja sy hum forex mai apni progress ko agy nahi bhara skty hain
        Forex success = strategy success


        Asslam o alaikum dear forex member Agar Dekha Jaaye to Forex Mein slow progress Hai Hamen ismein Ahista Ahista ka mein bhi Milta hai ekdum se yah Ek Hi intry Se Hamen Kabhi Bhi ismein kamyabi Nahin Mil Sakta Hamen ismein Apne mehnat Ko Jari Rakhna chahie aur focus Karke kam karna chahie Kabhi Bhi Ek Raat Mein Amir banne ki koshish nahin karna chahie......
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: Slow progress

          welcome to pak forex.je sis je aap ne thek kaha hay jub bi hum pakistan forex treding me hum ko chahiye apne ustad se laazmy mashwra kare aor pak forex seniores se zarore mashwra kare ta kh hame treding kay daoran hame loss na ho.
          • #6 Collapse

            Re: Slow progress

            market slow bi move hoti hia so hamain si forex main kisi bi waqt trade kar sakty hain aur hamain market main knowldge hasil kar k hi hum achy say trade kar ksaty hain aur hamain market main planing kar k hi hum achi trade ka rk hi hum sucss ho sakty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum market main kam karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Slow progress

              market tou move karti hi rhti ahi so hamain is k bary main palning akr k hi hum sucss hon gay aur hamain is k rules ko mind main rakh k hi hum run karein gay aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main information hasil kar k hi hum r eal main bi trade karny k kabil ho sakty hain ti si best job for all the people
              • #8 Collapse

                Re: Slow progress

                Ji bilkul friend aapane sari baten Sahi suggest ki. Mere mutabiq Ek reason jo maine note ki hai bahut Sare trader Jab Kisi trade Mein loss kar rahe ho to use close Karte Hain. aur dusri trade Mein entry kar lete hain. Joker entry ka thik time nahin Hota. Aisa karne se bhi slow progress ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Slow progress

                  ap ko forex per slow slow kam karna hoga aur is per progress hoty hai is sy he sahe earning hoty warna jo bohat taize sy kam karty hain unko loss be bohat taize sy hota hai slowly slowly sy ap bohat kuch seek be jaty hain aur sath sath tora sa profit be hojata hai ise terhan kam karna chahye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Slow progress

                    my dear friends hamein is mn chaye ky ham slow progress nhe karny chaye so haemin is mn chaye ky ham mehnat sy kam karien aur is mn kafi ziada profit kama skaty hn so hamein is mn slow kam nhe karna chaye so hamein mn kafi ziada mehnat karny chaye aur kamyabi hasil karny chaye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X