Loss say bachna hai to lalach na karay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say bachna hai to lalach na karay
    Dear friends assalamualaikum forex Mai ham aksar lalach ke waja say market ka jatay hai aur hamai zyada tar loss apnai he lalach ke waja say hota hai hamai chaye ke iss buisniss Mai hamesha lalach ko side pe rak Kar issko trade karai agar ham lalach karaingay to hamai zyada loss hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

    Loss sy bachna ha to hamian lalach sy bachna chayie aur hamain lalach nhi kerni chayie agr hum is main hum lalach karain gy to hamoain bhaot bara loss hi ga aur agr hum trading kr rahain han to hamian sabr sy kaam kern achayie lalach kabbi bhi nhi kerni chayie
    • #3 Collapse

      Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

      Asslam o aalikum
      G han bhai ap kinbaat thik hy hamin agr los sy bachna hy to forex min lalach nahin karni agr hum forex min kisi bhi kism ki kalac karin gy los hi ho ga is lia hamin dorex min soch samjh kar kamm.karna chaye jaldbazi nahin karni aur forex ka rules ko follow karty hoy kaam karna chaye to hamin acha knowleage aur experinc jasil ho ga isi lia forex min lalach nahin karni chaye lalach karny sy bhetar hy hum forex min ziyada sy ziyada mhenat karin jis sy hamin kamyaabi milly...
      • #4 Collapse

        Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

        Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k forex business mai greedy nahi krna aur forex market mai planning sey trade krna hai. Jis sey ap market mai best earning kr sakty ho. Trader ko trade patience sey krna hai./
        • #5 Collapse

          Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

          G forex main hum ko lalach ki vaja say hi loss ho jata hai hum ko lalach losski traf le jati hai kamyab hona hai tyu hum ko apne loss ko khatamkrna hoga loss ko khatam krne k liye hum ko lalachkhatam krne hopgi lalach say bachna hoga good earning k liye lalach kochorna hoga.esliye hamenlalch ko khatam ker k success hasil krne hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

            G bhai apna thek kaha hy ager hamin loss sa bachma to hamin to laluch nh karni chiay q keh jitna zayda laluch karin gy utna zayda loss ho ga q keh laluch buri bala hy hamin choay mehnat karin aur laluch sa kam na lain
            • #7 Collapse

              Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

              Laacha na karhay takay ap ko apnii mahanat ka phal too milhay takay ap ko profit too hoo tarding may ap itnii mahanat say work kartay hay aur apnii chotii sii galtii ki wajhay say aur who galtii bhii laach laach na karhay aur sab say bahtar hay kay ap sabar say kam lay aur tora tora kar kay kama hay gay too ap koo profit ho ga laach say kam lay gay too loss hoo ga
              • #8 Collapse

                Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

                G han bilkul hamin cahye k HM Forex main kOi lalach wali trades open na kren becOz lalach wali trades main hamin bht zeada loss hi hta ha jitna HM Forex main loss kren Gy aur practice nai kren Gy tOu hamin ismain knowledge k bghrr trading kren Gy tOu HM ismain earning nai krsken gy
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

                  Forex trading Mein Hamen lalach Nahin Karni chahie lalach Buri Bala hai agar Ham Forex trading main lalchi Ban Jaenge To Hamen sirf aur sirf loss Hoga Hamen mehnat se kam karna chahie aur kamyabi Hasil Karni chahie Agar Ham mehnat Karenge To Hamen bahut Achcha result Milega
                  :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                  PLEASE VISIT HERE
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                    Dear friends assalamualaikum forex Mai ham aksar lalach ke waja say market ka jatay hai aur hamai zyada tar loss apnai he lalach ke waja say hota hai hamai chaye ke iss buisniss Mai hamesha lalach ko side pe rak Kar issko trade karai agar ham lalach karaingay to hamai zyada loss hoga.
                    Laalach laalach laalach knowledge yaar Kitni bar aur kidney ki third form per create Karega mujhe nahin samajh aa rahi ke members form per karna kya Chahte Hain yah kaun sa kam karne ka style hai jo log kar rahe hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

                      G bilkul sahi kha h k loss sy bachna h to lalach ni krna chaihy agr ham lalach karyn gay to phr nuksan ho ga
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

                        Assalamu Alaikum dear friend ap ny bhot he acha sawal kia ha k forex ma loss sy bachna ha to lalach ni krna chaihy aur sabr sy kam krna chaihy
                           
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

                          Umeed krta ho k ap sab khariat sy hon gy aur forex ma kamyabi kay liay bhot mehnet kr rhy hon gy jess k is bhai ny kha h k loss sy bachna h to lalach na karyn
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

                            friends agr ap chahtay hen k apko kisi bhe qisam ka loss na ho to ap lalach bilkul bhe na kren apnay open minded ho k kam kren gay to tab he apko kamyabi hasil ho skay ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss say bachna hai to lalach na karay

                              G bilkyl jab hm trading krye hn to market mae hm bht lalch krte hn js se se hme bht noksan hota h app ko chahe k app mhnt kre lalch nae lalch se hme bht loss hota h js ko cover krne k ly hme pher bht mhnt krne hote h thanks

                              اب آن لائن

                              avatar Ayn
                              avatar Hassi
                              Working...
                              X