Loss say nahe darna chaye
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say nahe darna chaye
    Aziz dosto forex aik aisa buisniss hai jismai profit aur loss hota rehta hai hamai chaye ke iss mai hamesha sahe tariqay say trading karai agar hamai loss hota hai to pareshan na hua karay aur uss loss ko recovered karnai mai jaldi na karay balkai strategy ke mutabiq trading karkai loss ko recover karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say nahe darna chaye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
    Aziz dosto forex aik aisa buisniss hai jismai profit aur loss hota rehta hai hamai chaye ke iss mai hamesha sahe tariqay say trading karai agar hamai loss hota hai to pareshan na hua karay aur uss loss ko recovered karnai mai jaldi na karay balkai strategy ke mutabiq trading karkai loss ko recover karai.


    Asslam o alaikum dear forex member Hamen love se nahin karna chahie Kyunki yah business hai aur Business mein Hamen loss bhi hota hai aur profit aur Agar Ham loss ko dekh kar Dar Jaenge to profit Kaise face Karenge isliye Hamen Darna Nahin chahie Kyunki Jo Darta Hai vah Hamesha Se Hi mrtaa hay...
    Visit My Profile
    • #3 Collapse

      Re: Loss say nahe darna chaye

      Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han forex mein profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai aur jab loss ho tu hum ko forex mein us galti ko dekhna cahaiye js se loss hota hai aur phr demo account par practice kar k us galti ko recover karna cahaiye aur loss ko hum ko aik hi trade mein recover karne ka nahin sochna cahaiye loss ko recover hum planning se trading kar k kar saktay han
      • #4 Collapse

        Re: Loss say nahe darna chaye

        welcome to pak forex.jee bhai jaan hame kabi bhe loss se nahe ghabrana chahiye loss hamare apni kotahe ki waja se hota hay.hame pakistan forex ko time dena chahiye ta kh hum ise khob samajh sake. aor ainda kabi bhe loss na hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Loss say nahe darna chaye

          g friends yeh bat bilkul drust hai k loss se her giz nhe drna chahiye blkeh ager loss ho jaye usko recover krnay ka munasib treqa istrmal krna chahiye blkeh aonay seniors se rahnamayi leni chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Loss say nahe darna chaye

            G belkul app sahe keh rahai Hain ISS buisniss Mai profit loss hota rehta hai hamai kabi be issmai loss say ghabrana nahe chaye balkai ISS market ko sahe traiqay say trade karna chaye aur ISS Mai achai say patience ke sath kaam karna chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Loss say nahe darna chaye

              Ji hain dear kabhi bhi humain lose say nhi ghbrana chye kiyu kay lose tu hota rhata hai es kai koi khas bat tu hai ni per ager ao lose kai ghbra jatye hain tu ap kaliye kafi masla ban sakta hai kiyu jay lose kai ager ap nay tenshion li tu ap gaye tu lose mai kabhi tenshion na lain
              • #8 Collapse

                Re: Loss say nahe darna chaye

                assalam alikum jo loss sy dartha ha wo is ma trade nahi kr saktha bilky hamy loss ko dian ma rakthy hohy trade karni chya our is sy bach kr jo trade kartha hy wo is ma kamyab hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say nahe darna chaye

                  g han loss se darna nahi chahiye loss business ka ik hisa ha aur har trader ko zindigi may loss zaror hota ha aur agar hum loss se darna shoro kar den tou kasay kamyab hon gay loss se na daren aur loss ko recover karny ki koshish karen aur inda mistakes karny se bachen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say nahe darna chaye

                    g han hume kabhi b loss se nahi darna chahye kyu k jitna hum loss se darty hain utna he hume loss hota hai aur is se hum apna account b wash karwa laity hain hume chahye k hum apny andar himmat paida karain kyu k jab tak humary andar himat nahi hogi loss ko bardasht karny ki tab tak hum apny loss ko cover nahi kar sakty haain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X