zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    zindgi ka asool bna loo k har nhi manni
    dear all friends forex main bhi apna asool bna loo k har nhi manni aur mehnt krni hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

    Gee haan bilkul theek kaha forex main aap ko mind bana Lana chaiy hum ko success hona hai tu hum zaroor success hon gay agar hum har man jay gay tu hum ko kabi successful nahi ho saktay iss Lia hum ko kabi har nahi Mani chaiy hum ko success hona ka Lia mehnat Karni chahiy
    • #3 Collapse

      Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

      G haan daer member jo apny irady phukhta kar leta hai aur ye soch leta hai k mine ne har nai manani wo kabi nai harta aur wo sab kuch hasil kar leta hai jo chata hai. Forex mine b ye soch line har nai manini bas agy jan hai..
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

        Assalamualaikum.. bilkul mry bhi chahy forex ho ya dunia ka koi aur Kam is me hamesha kamyab hota hai Jo apni ghaltion ko tasleem krta hai aur apni ghaltion se sabak seekhta hai Jo apni ghaltion ko ignore krty Hain wo kbhi sabak nhi seekhty aur na hi wo kabhi kamyab hoty Hain.. hamesha kamyab wahi hota hai Jo apni haar ko haar man leta hai aur usi haar ko phr mehnat se Jeet me tabdeel kr leta hai....
        • #5 Collapse

          Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

          Dear friend totally Baat interest ki high interest Lekar Mein net ko continue Rakhe kamyabi mil Jaati Hai..
          • #6 Collapse

            Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

            Ji bilkul aapko kabhi bhi kisi bhi kam Mein Har Nahin manani chahie bol ke Himmat ke sath aur Shahar ke sath kam Karte Rahana chahie Taki aap successful ho sake
            • #7 Collapse

              Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

              Ji bilkul aapane yah Baat dost ki Hai Jab tak Ham apni Jindagi Ka Ya Rasool na banaa Leke Humne Kisi bhi waqt Har Nahin manani balke Jaise Marji situation Ho Hamen uska datkar Mukabala karna hai tab tak Ham Kisi bhi field Mein Kamyab Nahin ho sakte a Tu Jaisa ki aap Jante Hain Ki yah market bahut jyada difficult market hai aur ismein kam karne ke liye aapko bahut jyada hausale ki jarurat hai Jiske Sath aap ka knowledge or experience bhi Hona chahie to tab aap is market mein bahut jyada mehnat Karke Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

                g haan humein forex mein is ka baat epr amaal karna chaiye k humein is mein har nae manni aur end time tak forex mein survive karte rehna chaiye kyun k hum har jab nae manty toh hi humein humari mamzil milti hai aur kamyab hojaty hain...
                • #9 Collapse

                  Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

                  G han Dear members forex trading main. Kam krty howy ap ko cahahy k mehnat krain r ek accha tarde kr k ek accha profit Hasil krny ki koshish krain AP ki mehnat r lagan AP lo acha experience deti Hy. AP oo zindgi k kisi medaan main haar nahi manni chahay.
                  • #10 Collapse

                    Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

                    jb ham ye soch kr kam krien ge to ham zindage k kisi mor p na kam nai ho skte agr ham n kamayab hona h to hamein chahye k ham ache trke se kam krien or is mein mehnt krein is k bad agr hamen kamayabi hasil na ho to hamein himat nai harni chahye bas apne kam mein lge rehena chahye is mein hamari kamayabi h
                    • #11 Collapse

                      Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

                      han g bilkul sahe bat ke hae dear ap ne forex main hamen yeh cahiye ke hum kabhe is main give up na karen balke hamen yeh cahiye is main apni life ka yeh principl bana len ke hum ne is business min kabhe bhe is main himmat na haren balke hum is main himmat se kam karen q ke agar hum is ain himmat karte hain to is main hum akmayb ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

                        g han zindigi ka asaol bana lou kay har nahi mani tab hi kamyab hogay ap ye baat tay kar len kay jou bhi muskilat hon gi ap apni zindigi may kabhi bhi har nahi many gay aur un muskilat se muqabala karen tab hi ap kamyab ho saken is dunya may
                        • #13 Collapse

                          Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

                          Zindgi me kamyab honay k leay kuch sonehri asool hain jin me aik ka zikar ap ne kia hay k akbhe haar nae man ni chaheay q k mayusi aik gunah hay or agar ap haar man letay hain is ka matlab ap mayus ho jatay hain.Forex trading me bhe kafi log boht jaldi haar man jatay hain lakin agar ap is me mehnat jari rakhain gay or is me khud ko expert karnay k leay koshish me lagay rahain gay to ap zarur kamyab ho jaen gay.
                          PAKISTAN ZINDABAAD
                          • #14 Collapse

                            Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

                            Asslam o Alaikum g han brother ya bhi thk kha zindgii main jbii kesii kam say har nii manni chye bilky jo bhii kam kro usy akir tk complete kr k choroo agr ap himt har gay tu ap zindgii main jbii kesii kam ko achii tra say nii kr sko gay na hi kamyabii ho sky gay as lay humy har kam say kamyabii hasill krna chye..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: zindgi ka asool bna loo k har nhi manni

                              Ager ye soch liya jay k mehnat kerni hai r har nahi mammi r is bat ko follow bhi kiya jay apny asool mai shamil ker liya jay phr us per amal bhi kiya jay to mera nhe khayal phr k dunya ki koi bhi takat humy kamyab hony se rok sakti hai to har na mani jay r lagan se kam kiya jay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X