salam all members
20century main paper money baqaidgi k tor par girdash kar rahi thi us waqat paper money country k andar hi thik thi international trade main paper money thik nai thi phir us ko accept karnay k liay rules sazi ki gi thi us time central bank paper money ki frahamy ka kam kar rahay the jab k gold par govt ka control ho gya phir international par trade k liay money standard ka matalba kya gya tha gold or silver kafi years se puri dunya ko acha tarah trade kar raha tha koi loss nai ho raha tha mere khiyal main paper fake currency hai jo kisi time b jal kar rakh ho sakty hai jab k gold or silver kafi year tk zinda rehnay wala hai first world war se pehlay gold and silver ek behtar standard money tha puri dunyia ko trade kar raha tha phir jang hote hi k paper money ki wajah se gold and silver trade tabah ho kar reh gi paper trade start ho gi

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим