mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...
    Assalam O Allaikum all forex member,,, humein agar forex mein kamyabi chaiye toh humein demo account per ache se practice ki zarorat parti hai kyun k bina practice kiye hum rael mein trade nae kar sakty hain is liye humein demo per real samjh kar zayda se zayda achi tarhan practice karni chaiye...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

    Demo account par practice kartay han tu forex ki learning hasil kar saktay han aur forex mein learning ki buht ziada ehmiyeet hai hum forex ko sekh kar samjh kar kartay han tu kaamyaab ho saktay han aur is k liye hum ko demo account par mehnat kar k practice karni hoti hai demo account par practice se hum learning aur experience hasil kar k kaamyaab ho saktay han
    • #3 Collapse

      Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

      dear ap nay sahee kha hay agar ham mehnat kaertay hein to is main ham koagar kisi bhi things k baray main good information nah hasil ho rahee ho to is k lye ham ko chye k ham is chees ko think karnay k lye more say more hard work ko jary rakhein is main ham ko chye k her things ko understand karnay k lye mind main word practice ko mind main set ker lena chye .
      • #4 Collapse

        Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

        Duniya ke kisi bhi Business mein agar aap kam karna chahte hain to aap ko pahle uski practice Jarur karna hoti hai aur Forex trading to vaise bhi Ek bahut hi critical business hai agar aap iski training Nahin Karenge to Jyada Nahin Honge Achcha bonus Hasil karne ke aur use bonus A trade lagakar profit Hasil karne ke
        • #5 Collapse

          Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

          g han boss mehnt ky sath sath humen experince ke be bahit zeada zarorta parti hy ,jab btak humary pass acha experince nai hio ga jab tak humary pass achi practice nai ho ge to hamrai sari ke sari mehnt fazol hy huumen chaian keh hum forex men dill laaga ky kam karen achi mehnt kjy sath kam karen jab hum achi mehnt ky sath kam karen dill laga ky kam karen gy tab he hum achi kamyabi haasilm kar saken gy or sath sath men acha experince ka hoina bhe bahot zarori hy
          • #6 Collapse

            Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

            mehnat to hum forum main karte hain posts ke zariye or is main hum knowledge bhe bahut hasil karte hain lakin hamen yeh cahiye ke hum is knowledge ko apply bhe karen to isi vaste hamen cahiye ke hum is knowledge ko demo account main apply karen take hamen pata to chal sake ke hum is main acha experience hasil kar saken
            • #7 Collapse

              Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

              G Han dear ap ny sai kha hamy forex me kam Karny Kalye hamy is me mhenat sy kam Karna hoga agar ham mhenat sy kam Kary gy to ham kamiyab ho pay aor mhenat ky sat hamy practice ki nhi zarorat hoti hy
              • #8 Collapse

                Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

                w slam sister g sahi bt ki ha apny practice sirf woi log he krty hen jin m mehnt krny ka jazba hota ha wo kamyab hony k leay din raat 1 kr dety hen phly learning k leay bht ziada mehnt krty hen r jahan sy jitna knowledge milta ha utna ly lety hen phr learning k bd wo demo account bnaty hen r practice kr k apni skills ko improve krty hen jiski wja sy wo bht kamyabi hasil krty hen
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

                  ji hamar Jaan aapane bilkul theek kaha hai mehnat ke sath sath practice karna bhi bahut jaruri Hota Hai Jab tak Ham practis Nahin Karenge to hamare andar Jo experience hai aur knowledge Paida Nahin ho sakti
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

                    Bhai jan ager ap mehnt karo gy knowledge lana main tu ise tara apko mehnt karni ho gyi us knowledge per practice karne k lia. ager apki practice ache nahi hogyi is lia apko chahia k demo per ache practic ekarian take apko acha profit ho. sirf knowledge se earning nahi ho sakti usk lia apko experience ki zrort hoti hai. theory se sirf kaam nahi hota jab tak practical na kia jya.
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

                      Dear friend jitni Jyada practis Karenge trading skill improve Hoga market Mein Baitha kam kar Payenge..
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

                        A O A
                        Hmn koe bhi Kam krny kalea mhnt krni party ha
                        Laki. Mhnt k sath sath paractis krni chaiya
                        Q k hm a6y traqy k sath sekh sakty hn
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

                          gee han bhai hume menat k sath practice ki zahrorat parti hai is main agr hume acha work krna hai tu os k liye hume is main menat krni lazmi ha hume demo account main mil k work krna lazmi ha practice krein gey tu hi kameyab ho sakte hein
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: HiraAli پيغام ديکھيے
                            Assalam O Allaikum all forex member,,, humein agar forex mein kamyabi chaiye toh humein demo account per ache se practice ki zarorat parti hai kyun k bina practice kiye hum rael mein trade nae kar sakty hain is liye humein demo per real samjh kar zayda se zayda achi tarhan practice karni chaiye...

                            Asslam o alaikum dear forex member Agar Hamare Paas knowledge hai To Ham usse acchi work kar sakte hain lekin iske sath hi practice bhi bahut natak Karta Hai Kyunki practis Karenge To Hamara experience increase hoga aur ham acchi trading se acchi earning kar Payenge to experience knowledge ki Apne Apne fayde Hain...
                            Visit My Profile
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat k sath practice ki buhat zaroorat parti hai...

                              gee han bhai hume is main menat k sath practice ki bohat zada zahrorat hoti hai is main agr hum acha work krein gey tu hi kamyab ho sakte hein hume is main tecnical analysis ko fallow kr k kam krte rehna hota ha ye hamre liye important ha
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X