Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads aur post ko edit ya delete krny ki options
    Dear all members Asslam o Alikum. Dear hum daily basis py kam krty hn kia koi dost bta skta hy k forex forum py hony wali threads and posts ko hum edit ya delete kr skty hn?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

    dear g nahi ham aisa nahi ker saktay hein ham ko chye k ham jo bhi kam karein wo legal hona chye ham ko koi bhi aisa kam nahi karna chye jis say ham ko good response hasil nah ho so is k lye ham ko chye k ham jo bhi kam karein wo forex k according to hona chye is say ham ko future main faida hasil ho g .
    • #3 Collapse

      Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

      g han jnb ham daily basis pe pak forex pe post jo krty hain un ko edit to kr sakty hain laikin eddit kerny ki ression deny hoti hy keh kis bina pe post ko eddit kiya giya hy
      ur rhi bat dalete krny ki to bro sorry i dont know
      • #4 Collapse

        Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

        ap kar sakty hain lekin us ka reason ap ko lazmi batana pary ga k ap aisa q kar rahy hain kia ap is main mistake kar chuky hain ya koi aur hi reason hy kia ap ko lagta hy k us ko delete karna sahi rahy ga q k buhat ziyada log aia karty hain k us ko delete kar dety hain na k usy edit kar ty hain edit karny sy ap ko aasani ho jaaye gi posting main q k jo ap ny postting ki limit rakhi hui hy ap uspar jaldi sy puhanch jaaye gy lekin dlete kar k koi faaida haasil na hoga yaad rakhy
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

          g haan hum forex mein posting ko agar ghalat hojaty toh usse delete karne se best hai yeh k hum forex mein edit ka option use kar lein yeh buhat beneficial hai humary liye aur forex mein yeh achi cheez hai isse humari posting bhi waisi rehti hai jaisi hum chaty hain...
          • #6 Collapse

            Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

            FoRum PaR Agar Humaaari PoSts Yaaa Threads Main Koi Ghalti Ho JaaEy Yaaa Hamaari poSts DoubliCate Ho JaaEn To hun moDeratoR Ko request Bhi Kar sakTay Hain Agar humaaray pass EdiT kaaa opTion Nahi aaaa rahaaa To lekin agar opTion Aaa rahaaa Ho To Hum Aasani se Jo Bhi PoSts Hoon Woh Khud se delete KaR sakTay Hain....
            • #7 Collapse

              Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

              G pak forex forum par hum Jo post ya thread kartay han wo post ya thread acha nahin hai aur hum forex ka knewledge ya information nahin hai tu hum us thread ya post ko option se delete kar saktay han delete ka option hai hum us thread ya post ko us option se delete kar saktay han
              • #8 Collapse

                Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

                Jab aapane Ek Dafa thread yah post kar de to Fir dubara usko edit nahin kar sakte to aapko Pahle Se Hi Itihaas ke sath posting Yaad Karne chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

                  Yah bhai jaan yah Baat To theek hai ki agar aap Koi Aisi post banaa Dete Hain Jo ki acchi Nahin Hoti aur aap Chahte Hain Use delete kar diya Jaaye to vah option form per maujud hai aur aapko use Jarur use karna chahie isase aapka he fayda hai aapke account ki rating increase Hogi Kam Nahin Ho Gayi
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

                    han post ko delete or edit ka option hota ha forex ma agr apko lgta ha apky ksi post ma koi mistake ha ya ap delete krna chaty han yto ap side pa hi ak pencil bani hoti usy click kro to apko edit or delete ka option miljyga to ap soch smjh k likyn qky edited post p[a bonus nahi milta
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

                      han g to ap chaty han ky apka account washed hony sa bach jay to is k liye best option ha ky ap apny account pa stop loss use karo jab ap stop loss use krty ho to wo apky account ko washed hony sa bacha lata ha or dosri bat kay ap dehan sa soch smjh k trading karo
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

                        Dear pak forum ak bahut acha platform hai us main ham agr mahnat ka sath kam krta han tu ham ko bahut sara bonus milta hai jo ham ko forex main kam ata hai ham us bonus sa forex main trading krta han aur profit earn krta han ham ko chaya ka ham jo bhe post kran information wali ho kiun ka jitni achi post kran ga ham ko us hisab sa he bonus mila ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

                          hum asia nai kar sakty ap apne damage ko fresh rakh kar post or thread kiya kare takay apko ye nobat hi na aye post ko edit or delete karni ki is liye apne knowledge ka istamal kiya kare tab hi achi thread or posting kar sakty hai.
                          Mehnat Me Azmat hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

                            G han dear members forex trading main kam krty howy baz dafa posts and threads main koi ghalti ho jati Hy to ap us ko edit ya delete KR sakty Hain. Ye ek bohat acha option Hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Threads aur post ko edit ya delete krny ki options

                              Asalam o Alaikum
                              Bhai: agrrr hum forex trading business men kaam kar rahee hien tu agerr posting kartyy hwe agerr koi Mistake ho jatii hey aor hum bhot zyaada confused ho jaaty hein tu phirr hum ager uss post ko edit kar k delete kar den tu ye asaani sy ho jay gii ye confusion bhe easily Far(Door) ho jay gii magar aik bat hy agerr hum wo posting delete na b kareen tu forex ki janib sy automatically delete ho jaati hen iss lye with out tanshion work kia karen aor Profite hasil karien

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X