Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?
    Dear brother forex trading men loss bhi iss business ka hissa hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss ka mukabla karen aur pahlay se ziyada mehnat karen loss ki waja se apnay experience ko increase karnay ki koshish karen kiun k forex trading men loss bhi kamyabi men help karta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

    Bohat acha swal hai forex mein aap ko jab loss hota hai tu aap ka zayida experience increase hota hai or aap or zayida soch samaj Kar trade krtay hai tu aap ko kamyabi hoti hai agar aap loss hona say pehly hi soch samaj Kar trade lagay gay tu aap ko pr loss nahi ho sakat
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

      excuse me dear jab hamin loss hota hy to ager ham himat nahee harty apna kaam countinue rahkty hein to hamin bhut sara experince ho jata hy apni mistakes ko nahee dhoraty balk cover kerty hein loss sey hamin bhut acha lessonhh milta hy or hamry experince mein bhi ezaafa hota hy haminhimat kabhi bhi nahee harni chaiy loss or prfit to busniss k [art hoty hein ,,,,,,,,
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

        g han belkul sai kaha hy jab hemen loss hota hy to hum kafi experince hasail karty hen humen chaiooa keh hum forex men achi mehnt ky sath kaam karen ..humen loss nai ho ga agr achi mehnt ky bawjod bhe humen loss ho jata hy to humen kafi acha experince bhe ho sakta hy q keh humen chaoia keh hum loss sy ghbrana belkul bhe nai chjaia .
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

          gee han dost ap ne thek kaha hai is main hum lose se be experince hasil kr sakte hein agr hum is main acha work krna chahte hein tu os k liye hume is main menat krni hoti hai jab hume lose hota ha tu apni misatke ko fallow krna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

            Jee haan successful traders loss se seekhtay hain loss honay pr himmat nehi hartay balkay apni ghaltio se seekhtay hain aur phr future main kabbi esa loss honay nehi dety loss ko recover bhi kr lety hain is trah kamyaab ho jaty hain
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

              G han brother agar dekha jaay to indirectly hamaray knowledge main izafay ka sabab banta hay q kah jab kisi trader ko loss hota hay to woh loss say sabak hasel karta hay aur next time loss say bachnay k leay aur zayada learning karta hay aur loss ki reasons ko remove karta hay jis ki waja say us k knowledge main izafa hota hay.
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

                Assalam o aalikum
                G han bhai ap ki baat thik hy jb hamin forex min loss hota hy to hum himmat nahin haarty to hum apna kaam cantinu rakhty hain balke hamin bahut ,ziyada expeeincr ho jata hy ab jo mistake hoi hh hum os dobara nahin dhaoraty balke os ko cover karty hain aur hamin loss sy hamin bahut acha lesson hasil hota hy ayr hamin bahut acha experice hasil hota hy aur hamin is kaam karty hiy himmat nahin harnni chay...
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

                  Dear brother yh bt theak hy k jb b hamn koi bhinkdi kism ka loss hota hy to hm dobara koshesh krty k dobara asa koi loss hm na ho or as loss k khof sy hm ziada sy ziada mehnat krty hn orvas sy knowledge or informantion b insrease hota hy or jo k hman loss sy bachata hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

                    Ji bilkul Jab aapko last hota hai to aap ko last se bhi Kafi Kuchh sikhane Ko Milta Hai so aap ko Apne Lash se Kuchh Na Kuchh lesson Jarur Hasil karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

                      GEe han mere khiyal main forex ka experience zaida tar loss ki wajah se increase hota hai apna experience loss par increase karna seb se best hota hai q k agar loss par experience hasil nai kare gai profit par karo gai phir b aap ek acha profit hasil nai kar pao ga boht zaida loss or account wash zaroor karo gai q k forex ko sikhnay k liay or acha profit lainay k liay seb se pehlay loss ko khatam karnay ki zaroorat hoty hai yeh khatam ho jay phir aap ka zaida loss or account wash nai ho ga kuch na kuch profit zaroor ho ga phir beshak sari life profit hi gain karte jao
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

                        Ji han forex trading jab ham ko lose hota hai tu ham ko bahut kuch seekhna ka moqa milta hai ham ko pta chalta hai ka ham na kya galti ke jis je wajah sa ham ko lose ho gya ham apni galti ko thk krta han aur phr us trah hamara experience main izafa hota hai lose hona pai jo bnda seekhta hai wo bahut acha trader ban jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

                          AOA g bilkul sir insan hemsha ghalti Kar KY sekhta hai.tarding jab ham ghalti karye Gy or ham ko loss ho GA next phrr us loss sy bachye KY liye ham wo ghalti dobra Nahi kary Gy es tarha hamra experience build up ho GA.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

                            bilkul aapane sahi kaha hai bhai jaan yah bahut poster ki vajah se bhi bane synchros hoti Hai jaisa ki Ham post kar rahe hain to hamare post ke typing acchi Nahin Hai Ham acche se typing nahin kar rahe hain Hamare typing Mein Galti Ho Rahi Hai To Main Apni Galti ko sudhar aur ISI vajah Se Hota Haiaur jab Ham market Mein kam karne lagte Hain To Hamen kam market main market ko analyse jaruri karna chahie tha ki Ham ismein Kuchh Na kah paye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex trading men loss ki waja se bhi experience increase hota hey ?

                              Agar Apne loss Se Hone Wali mistake Ko Dekhkar learning ki Jaaye to experience level improve Hota Hai..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X