Dear friends, kuch traders bonus say trading kartay hway jab koi trade open kartay hain to woh bahut zayada lot size use kartay hain aur sara margin usi trade par laga detay hain aur us trade k doran jab koi aur achi trade milti hay to margin na honay ki waja say woh trade open nai kar saktay aur es tarah ek achi trade un say miss ho jati hay esleay ap ko sara margin ek hi trade par nai lagana chaheay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим