senior members ke posts delete q nhe hote hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    senior members ke posts delete q nhe hote hain
    posts delete hone ke waja to apko pata he h ge ke agar hum repeated threads ka jawad de den to hamare posts bhe tab delete ho jate hai jab us member ke thresds delete hote hae lakin new members se yeh ghalate to ho jate hae lakin senior members se nhe senior members forex forum main un ko yeh lag jae ke yeh repeated threads hae to wo us ka jawab bhe nhe dete hain or isi waja se un ke posts bhe delete nhe hote hain to hamen bhe daily new threads par he reply karna cahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

    seniors members ki posts is liay del nhi hoti k wo informative aur knowledgeful threads kerty han juniors ko in sabaq seekhna chahaiy unhin chahaiy k wo spamming chorein aur koch new forum main pesh karein taky wo bhi seniors ban sakein.
    • #3 Collapse

      Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

      dear members seniors ki post is waja sy bhi delete ho jati hy kunky aaj kal thread bar bar repeat ho rhy ho aur eik hi thread ko bar bar post kia ja rha hy agar new thread create kit jay to post kbhi bhi delete nhi ho gi
      • #4 Collapse

        Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

        senior ho ya junior ho kise bhe threads ya oost tbhe delete hoti hay jb vho aik to threads same ni vanty agr senior bhe threads sam bnay to os ke bhe delete ho jati hay lakn senior ta sab khuch janta hy to asey threads ni karta iur junior ya sabb khuch bhoot zeada ni hanta to es lia os ke delelte ho jati hy
        • #5 Collapse

          Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

          G han senior member ki post delete nahe hote kio k in ke post main mistake nahe hote our who ache quality ki post hote hey is leay who post kabhi bhi delete nahe hote ham ko bhi mistake ko improve karna chahiye to ham bhi delete post se bach sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

            G haan ye he waja hai jis ki bnia hamri posts delet hotu haineh new member ko kuch pta nai hota jis ki waja se wo asi therts likhny hain jo repeated hoti hain ur ka nuksan ye hota hai wo jo b un threats ka jwab deta hai un ki wo threats sath mine delet ho jatti haine..
            :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
            • #7 Collapse

              Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

              G han dear me apki bat sy agree karta hon apny bilkul thek kha hai pak forum me hamen posting karty hoy is bat ka kheyal rakhna chhaye kah ham jis thread pe reply kar rhy han us ki quality kesi hai wo short line to nhe hai us ki quality achi hai aesa na ho kah is pe reply karen or thread delete ho jay sath me hamri post bhi waste ho jay
              • #8 Collapse

                Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

                G ha dear ya jo hum loog is business ma khaam kartavhabis is ma hum loogo ko kia karna chia kha is hum loog jo ya post kartavha is ma hum loogo ke ho post habon ma sa ko delet bhi hogaye ha lia kha is hum acha nahi likhta ha senior member post khabi bhi nahi delet hote q kha who acha likhta ha
                • #9 Collapse

                  Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

                  juniours kay pas itna zyada knowlege ni hota keh woh achi thread kar saken or jab tak ap thread kuch informative na ho ap ko acha knowledge bhe ni mell sakta es ly hamen apni thread ko informative banay ke koshish karni chihay seniors ke thread informative hoty hy es ly delete bhe ni hoty
                  دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                  • #10 Collapse

                    Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

                    Asal men Jo seniors members hotyy hein un ki post b delete hotii hien but unfortunately zyaada delete nahii hotii asal men un ki posting men acha experience hota acha knowledge sy wo always posting share kar k send karty hein aor issi waja sy un ki posting zyda delete nahii hotii hien aam member ki posting bhot c delete hotii hein kun keh 1 wo knowledge sy nahii jarty concept use kar k nah jartyy hein iss waja s delete ho jaati hien
                    • #11 Collapse

                      Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

                      Dera members forex trading main main kam krty howy jb AP forum main posts krty Hain to wo forex trading k related honi cahhay r knowledge r exprience ko apni posts main share krain take AP ki posts b delete na hon seniors yahi sab khuch krty hain .
                      🌼 Never Give Up 🌼
                      • #12 Collapse

                        Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

                        bilkul achi baat ki senior members ko kafi arsa ho gya hai forum par work karte karte is liay usay pata hota hai kaisy thread karny hai jo delete na ho yeh b pata hota hai k kon c thread best hai jis par post karnay se hamari post delete nai ho gi is liay wo apnay brain se kam laita hai kamyab rehta hai agar aap ki post b delete ho rahi hai phir aap b senior members ki tarah bananay ki koshash kare fazool thread create na kare nai hi aisy thread par comments kare jo bakwas ho delete ho sakty hai hamesha behtreen thread ka intkhaab kare
                        • #13 Collapse

                          Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

                          Bohat acha swal hai forex mein senior members ki post delete iss Lia nahi hoti keon ka in ka pass zayida knowledge hota hai tu wo quality wali post krtay hai tu un ki post delete iss Lia nahi hoti junior ki post iss Lia delete hoti hi in ka pass Kam knowledge hota hai tu wo achi quality wali post nahi Kar saktay jiss ki waja say un ki post delete ho jati hai
                          • #14 Collapse

                            Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

                            g haan bilkul theek kaha hai apne forex mein jab hum repeat threads ka jawab dete hain aur posting mein bhi jab hum aik jaisi yah kisi ki bhi copy lar k post kar lety hain toh bhi humari posting delete hojati hai aur is trhan ki mistake humein nae karni chaiye....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: senior members ke posts delete q nhe hote hain

                              AoA,
                              G bilkul aisa hi h, iski wja ye h k senior member jo b posts krty h, wo knowledge aur experience wali posts hti h, is liy unki posts delete ni hti, agr ap b achi posts kren gy aur knowledge wali posts kren gy to ap ki b posts delete ni hogi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X