Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    ASSALAM O ALEIKUM hmmm sahi kaha apne real account me mistakes ki koi gunjaish nh hai,, isi lye to hamein chaye k hum phele demo account pe khoob practise kren mein to kehta hon k hamein itni practise krleni chaye k hum aankh band krk trading krsakein....take real account me ghalti ki koi gunjaish na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      salam dosto,mistake or wo b real account ma to loss pakka or mistake har insan sa hoti ha lekin isko sahe karny ka lye demo ka use hota ha to hamy chahye ka real sa phly demo karly to ham loss sa bach sakty hay.
         
      • #558 Collapse

        kafi ziada hoti hain . es k liey app ko demo py sahi kaam kr k sikh lena chaheay koi log demo k bd bhi mistakes krty haib but demo py sahi kam krny k bd ziada mistakes nai hoti real mein kam krny mein :)
        • #559 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Adnan Zaheer پيغام ديکھيے
          Many traders do the trades in demo account and they are doing quite well. but when they enter in real trade they only face losing? what is the reason and mistakes which creates this failure?
          well aap ke bat thek hai friend jab hum demo use karte hai tu live trading nai hote . aur aap practise kar bhi le tu real trading me loss zaror hota hai . har kise se mistake hote hai ho sakta hai aap ke koi mistake ho . aur us mistake se hum ko lesson mill ta hai , acha trader woh he hai jo mistake se lesson le next time mistake repeat na kare..
          • #560 Collapse

            my dear friendager tu demo account main bhi hum risk managemtn seekhtay hain aur isi kay according money management kertay hain tu hum real account main mistakes ko asani kay satha void ker skatay hain......
            • #561 Collapse

              Asallam o ALekum , dear brother demo account mein apkey paas shaid zada spreads hotey hain jiski waja sey apko profit zada hota hai aur , real account mein spreads kam hotey hain , aur zada tar vo market news k mutabik chalta hai
              • #562 Collapse

                dear hum forex ma jub be kisy real account ma trade cury to hum soch ker kery keu k app real account ma loss app wapes nahy ho gay app say trade ker k profit bew cur sac tay or kaby loss be cur sac tay as lay real ma app mistakes nahy kery
                   
                • #563 Collapse

                  real account me loss honey ke wajha ap ka confidence hota hai aur ap ko chahey ke proper knowledge se real account me trading karey gey to acha resuly hasal kr saktey hai is leye ap ko chahey ke real account me small trade karey to best hai..
                  • #564 Collapse

                    the real reason is that when you trade in demo account you are not worry about loose.
                    e,g if unfortunatly loose have done you take no tension but when you trade in real you feel it
                    • #565 Collapse

                      real account main mistakes honay ki bohot si wajohaat ho sakti hain...... jesa k knowledge ka kam hona .... experience ka kam hona aur trading skills ka kam hona wagara,,,
                       
                      • #566 Collapse

                        bhai jan iss loss ki buhat badi waja hai agr tamaam new or old traders iss pr amal krein tu kafi had tak ye masla hal ho sakta hai jub hum demo accounts pr practice kr rahy hoty hain tu dill o dimagh main yehi hota hai k kon sa real account hai then issi soch ki waja se aap only 100% risk or big lot size k sath greed ho kr trade krty ho or na he market ko thak se analysis krty ho or jub profit milta hai tu buhat khus ho jaty ho k main ne itna profit earn kr liya hai then aap real main bhi yehi kaam krty ho kiyun k aap ki aik adat ban chuki hoti hai demo account pr trading krty huye
                        agr tamaam traders demo account ko as a real account samajh kr trade krein tu i think ye mistakes or loss real account main nahi ho ga
                        :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                        • #567 Collapse

                          dear friend jab hum demo account par trade karna start karty hai to waha humai loss ka koi dar nh hota hai or agar koi mistake hoti hai to hum usy bina koi problem thek kar lety hai magar ytjab hum real account mai trade karty hai to humai loss bhi real hota hai jise cover karna thora mushkil hota hai
                          • #568 Collapse

                            bhai is ki waja ye k demo account mn mostly profit show hota ha to traders relax feel krty hn or is ki dosri sb sy bari waja ye ha k in ko ghalt guide kia jata ha aur real account mn trader zara nerves feel kr rha hota ha...
                            • #569 Collapse

                              Ap ki bat bilkul theak hai .Kuch trader hotay hain jin ka experience bhi kafi hota hai laikan phir bhi unhain loss hota hai us ki waja yeh hoti hai ya to wo trading market news say attach ni rahtay ya trading kay liey ziada payment invest kar daitay hain .is liey demo account say nikal kar real account main janay kay bad bhi ap ko bohat soch samajh kar koi bhi qadam uthana parta hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                g ji bilkul ap na theek kaha dera sir aghar hum demo accuont mai mistak kar tay hian to humy itne zeyada nuksan hain hota or aghar who hi mistak hum rell acount mai karay gay to kafi hane bhot zeyada nukasan hosakta hai is leya rell acount mai hum mistak bhot soch samaj kar karna chiya.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X