Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    os ki asal waja ye hai k wo fear ho jaty hain apne emotions pr control nhi kr paty hain jis ki waja sy un ko loss face krna parta hai jo k ghalat hai ap ko patience sy kam lena chahye or emotions pr control krna ana chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      HA G frnds agr hamay experience ho ga or zadya knowlege ho ga to hum mistakes nahi kary or gy or aik acha profit earn kar saky gy.......
      • #408 Collapse

        aslam o alikum dear's yes apko forex trading ma real account par mistakes nhe karne chaye. as traha hum kom loss be ho sakta ha.our humarea sara bonus zaiya ho sakta ha.
        • #409 Collapse

          salam dosto,forex jaisy buisness ma to mistake karny ka sawal h paida nai hota q ka jb ap real buisness karty ho to apko sirf us pa focus h karna ho ga,mistake to ho h jati ha to is lye phly demo kia jaye ya ky ap har galti ko note karlo or again na karo.
           
          • #410 Collapse

            bhai Real account mein mistakes hoti hain ya nahin yeh tu mujhe abhi nahin pata per meine demo per hi abhi kaam kiya hai aur meri thinking hai k Real account bhi usi trha work kerta hai jaise demo account ab yeh trader ki knowledge aur skills hain jisse woh loss kerta hai...
            • #411 Collapse

              hum ko trading karny sy pehly trading k bary mein achi tarah sy jan lena chahye k is mein trading kesy karty hen then hum ko real account mein trading karna chahye is mein ghalti ap ko loss bhi dy sakti hy.
              • #412 Collapse

                Forex aik risky business hai so isko full concentration k sath learn karna chahye or demo account pe full focus karty huy practice karni chahye taky apko achi learning ho jae about forex, real account mei isilie mistakes hoti hyn jab hum demo account pe sahi tarah practice nahi karty.
                • #413 Collapse

                  Dear friend iski sab sy main reason ye hai k jab ap demo account par trade karty ho to ap k mind mein dar nahi hota kyu k os mein apki apni money invest nahi hoti or ap khuly dil trade karty ho lekin jab ap apni pocket sy invest karty ho to ap par pressure b hota hai...
                  • #414 Collapse

                    Dear kisi bhe business may mistakes loss ke waja banti han forex trade may bhe aap ko demo account may practice kar k experience hasil karna chaiya q k demo account say he aap experience hasil karty han aur apni mistakes control karty han is liay jab aap real account open karty han to aap ko loss ka khof nahe hota
                     
                    • #415 Collapse

                      bhai reral account me hum ko loss ka khauf hota hai hum trading se darte hain or greed bhi kar jaty hain jald bazi me faisley le lete hain agar hum demo ki tarha cool mind ke sath work karen ge then he hum ko profit ho sake ga ...
                      • #416 Collapse

                        yes dear ap ne sahi kaha ha jab trader demo account pe trade karta ha tu wo bohat zeyada win karta ha aru jab wo real account ma trade karta ha tu usy loss ka samna karna parta ha is ka reason yeh ha wo demo account pe forex ko serious ho kar practice nahi karta is liey aesa hota ha
                        • #417 Collapse

                          real account main kesi be kasma ke mistake ke gunjaish nahe hai ager ap mistake kero gy tu ap ko loss ho jaye ge apni investmnet is lie forex main learning kero tha ky mistake na kero real account main
                           
                          • #418 Collapse

                            dear i think ke ager ap real me mistake karte hain tou phr ap ko boaht he loss hona ha r is liye ap real mein jab be trading kare boaht he careful ho ke trading kare take ap ka loss kam se kam ho r ap ko demo mein zhada se zhada practice karni cahye
                             
                            • #419 Collapse

                              well i really cant say about it maybe they are becoming too much concerned about their trading in the live account which is making them fearful of the market and making loss or either some other things which they are ignoring when trading in stress due to fear of loss.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                demo main hum jab bhi kam karaty hain to hamain is main faida he hota hai kyu kay hum is main buhat he easy ho kay kam kartay hainlakin real main hum jab bhi kam kartay hain to hamain dar lagta hai ay hamain is main loss ho jeye ga isi waja se hamain real account main loss hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X