Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    G han Q k demo aur Real main bht fark hai, jab demo main practice karty hain to hamin capital ki koi fikar nai hoti, jitni dil chahiyh invest kar sajty hain but real account main money management ka khayal rakhna zaruri ha..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      ji bilkul aysa hi hota ha kiyon k demo account or real mane bohat faraq ha demo mane hamari koi investment nai lagi hoti jab k real mane ham jantay hane k ghalti honay per nuqsan ho ga is liay parashani mane ghalat trad lagnay per loss hota ha
      • #183 Collapse

        mein agree hu our real account mein mistakes hoti rehti hai q ke mistakes es liye hoti hai ke kisi ko experience nhe hai our agar experience ho toh kabhi mistakes nhe hogi our pehle demo account mein used karna chahiye q ke demo account se ham ko kuch seak ne ko milta hai
        • #184 Collapse

          Mistakes to evry business ka aik part hota hey aur forex main bhi chahe hum real acccount main work kar rahey hon ya demo par mistakes to hoti hain aur hamen always apni mistakes ko avoid karke is main achi trha se learning karni chahiye.
             
          • #185 Collapse

            hame kabhi b aesa nahi karna chahye k hum apni ghaltiyan real account pay kar k seekhen .ye bhot zrori hai k ham agar achay trader banna chahtay hain to hem demo account pay practice karni chahye.
            • #186 Collapse

              In the real account do not make the mistakes in that because in that business the money can be made and of you make the mistakes in that business than you can never give up and making the wrong decisions and making first good plans and strategies.
              • #187 Collapse

                Friends! Forex Trading 1 Heavy Risk Business hey. is liye jub hum real account meyn apney budget se investment karty heyn to humeyn Loss ki tension hoti hey is liye Real Account meyn mistakes ho jati heyn or Loss ho jata hey. is liye best solution yeh hey ke Investment se pehly Demo accounts pe sufficient practice kareyn or Real Account meyn Fearless ho ke transactions kareyn.
                • #188 Collapse

                  main ap ki baat se thora thora agree ho wo log jo demo account main acha kam kerty hai r real main acha kam nahi ker paty us ki sirf aik he wejha hai r wo hai lalch ya apny ap per ziada bhrosa,dono cheze forex k liy nuqsan dy hai is wejha se wo log real account pe thek tareqe se kam nahi ker paty
                  • #189 Collapse

                    Demo main hain loss ka dar nai hota , Demo main hamara capital invest nai hota, lot size ziada hoto loss hony say koi farq nai parta, jab k Real main ap ka acapital bht kam hota ha is liyeh profit aur loss k chances ziada hoty hain, Demo main practice k liyeh jo marzzi karin real main apna capital dekh k lot size set karin ta k loss hony say account khali na ho...
                     
                    • #190 Collapse

                      mistake in real account means loss hoga apko galti karoge to agar galtian nahi karni hai to ache se pratcice karo demo account me then is buisness ko start karo soch smjh kar tarde lagaow mistakes nahi hogi acha earn karoge
                       
                      • #191 Collapse

                        it will be very easier for us to trade for better profits. that it will likely be really easier for people to be able to business pertaining to greater profits.....
                        • #192 Collapse

                          hmmmm very good question sir ye bat to agar ap forex trading ko achi tarha bhi learn kar le or apko is ka kafi acha experience ho jaye to tjab bhi ap is bat ka pakka nai kar sakte hai ke ap apna loss nai karo ge pir ap koi na koi galti kar bheto ge to agar ap trading karo to apne dimag ko hazir or nazir rakh ke trading kare ok sir.
                          • #193 Collapse

                            I think the traders who loss again and again in real account he has a lot of lack in learning. I think they are not fit for trade. In demo they trade without a plan and it's harmful for them. I will suggest all traders to take demo practice seriously. Thanks.
                            • #194 Collapse

                              jo log achi tara learn nai karte na hi onki demo acount me prectice hoti he woh jab real acount me kam karte hen tu apni hi kisi ghaltyi ki waja se loss kar jate hen .is k liye zarori he k ap khoob achi tara sekhen forex ko samjhen phior ap demo pe achi tara prectice karen our phir ap live acount pe ja k kam karen tu loss se bach saken ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Real account me bhe mistakes hoti rehti hy lakin me us mistake se buhat darta hun jub koi trader sure nahi hota oor per be high volume use krta hy..
                                us waqt ke mistake usko buhat zidal loss deskta hy jis se bachan chahey..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X