Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1906 Collapse

    bhai jan real account men loss ki main reason ye hoti hy ky is men ap ka balance boht thora hota hy or demo account men boht zayada hota hy forex men loss sy bachny ky liy balance ka fit hona zarori hy mera balance 800 USd hy is trha ap ki trade loss men cut nahi ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1907 Collapse

      In my thinking that we are mistake the real account that is not a good way. I am advise you that you are first learn it and you are join the market. So that you are good work.
      • #1908 Collapse

        forex trading mai ap mistake say learn tw kar sakte hai per mai samjta hu real acount mai mistake sy humay bachna chaiey kiu k is say apko much loss ka samna b hosakta hai issi waja say forex mai humay ye koshish karni chaiey k is mai humay ache say learn kar k he chalna chaeiy
        • #1909 Collapse

          Mistakes of the pakistan forex forum trading agar ap pakistan froex forum trading my agar ap pakistan forex
          • #1910 Collapse

            Try kren kay real account me mistakes kay chance na houn coz mistakes phir bray loss ki waja bhi bhi sakti hain so mistakes se bachna chahye and hum mistake se tan hi bach sakty hain jab hmare pas proper knowledge ho trading ka and real account pe trading se pehly demo pe practice kar leni chahye.
            • #1911 Collapse

              there are many mistakes are when we do in real account because we do not use the demo account properly and not use our knowledge and trading training in the demo account so beware for this and do not repeat the mistakes again in real account.
              • #1912 Collapse

                assalamu alaikum dear meree khayal me to ham jab real account see trading start karee to ham ko pehle zeyada time market analysis kar na chahiye or jab market ke direction ak tarf ho to trad lagana chahiye
                • #1913 Collapse

                  genuine accounts myself oversight mere hisaab ze ye hoti hai ke aap apn acapital kam employ karty hain as well as bina sochy samjhy industry lagaty hain isi lye unko reduction hota hai as well as woh nuqsaan khaty hain.
                  • #1914 Collapse

                    je main ap ke bat se agre karta hon kah jab bhe ham log real main trading karte hain ham se ghalte ho jate h jis ke waja se hamin loss ho jata h .je main ap ke bat se agre hon kunkah forex ak online buseniss h as main koy bhe mustak ap ko ammeer bhe kar sakte h or ghaeeb bhe as lae ap jab bhe trading karen soch samaj kar or sabar ke sath as main trading karen .agar ap se koy mustak ho jae to as mustak ko zehan main rakhen kah dobara mustak na ho.
                     
                    • #1915 Collapse

                      Loss seh bachna itna asan nahi hota. Jo log demo account key baghair real trading main aa jatey hain, agar unhain loss nahi ho raha to theek hy woh trading kartey hain aur agar un ko loss ho raha hy to woh dekhain keh unhain kin mistakes ki waja sey waja sey loss ho raha hy aur woh in mistakes ko control karain aur demo account main practice bhi karain.
                       
                      • #1916 Collapse

                        hum jab trading karty hain to humain trading main loss b ho sakta hay or huamin trading main profit b hasil ho sakta hay or jab hum trading main live account main trading karty hain t o humain us main loss tab hota hay kay human us main practice nai hoti hay or huamin trading main loss ho jata hay
                        • #1917 Collapse

                          Mistakes of the real account of the pakistan forex forum trading my agar ap my agar ap pakistan forex forum
                          • #1918 Collapse

                            kuch loog samjty hain k jaccy unho na demo account pa asani sa profit bana liya waccy hi wo real main bana lein gay to acca bilkul nahi ha real account demo account sa boht muskil ha kuin k real main ap ko boht ziyda marekt k analysis ki zorrart hoti ha
                            • #1919 Collapse

                              Brother maray khayal main trader jab demo account main trade karta hai to usko loss ka dar ni hota aor wo baghair darr ke kam karta hai aor jaise hi wo real account main trade karna start karta hai to us par loss na ho gane ka darr sawar ho jata hai jo ke buhut barri waja hai loss karane ki
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1920 Collapse

                                Assalam-O-Alaikum ye bat to maney be kai bar note ki hay kay bohat sarey aisey traders be hen jo kay demo account me to bohat acha perform kartey hen lakin real account me un ki performance kharab nazar ata hay aur is ki reason confidence ka na hona be ho sakti hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X