Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1846 Collapse

    yehi to farq hy demo aur real account main , real main ham loss kar jatay hain, aur demo main nai kartay , aisa is liye hota hay keh jab ham demo main trading kartay hain to ham ko loss ka khatra nai hota aur ham boaht careless ho kar trading katay hain, agar ham full serious ho kar demo main kam karain gay to kabhi bhi real main mistakes nai karain gay, demo ko ham serious nai laitay, is waja say real main nuksan kar jatay hain,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1847 Collapse

      aksr logo se ye msla shoro main hota hai us ka bsic waja ye hai k wo demo account bohat zehayda $ se stsrt krte hai or bhor lot size bhi zeyada rkhte hai . es se bchne ka best hl hai k ap apna mind set bno k jitne REAL $ se kam shoro krna hai utni hi $ se demo pe work karein , or aise work karein jesa k ap real main kr rahe hai
      • #1848 Collapse

        the effects of the discipline is .. reduced the role of emotions / psychology, if we are already accustomed to discipline emotions will not be able to sign for the damage that has been running good order.
         
        • #1849 Collapse

          sallam to all. bhai je real account mai agar ap ko koi confirmation ni milti aur ap demo pe wui trade laga kay check kar sktay hain real account mai galti ki koi gunjaish ni honi chiye jo bhi market ki smjh na aye to ap demo pe zror usay check kro aur us trade ki reason smjho,, thanx
          • #1850 Collapse

            boht say log demo account pay practice karty hain or wahan trading main experience hsil karty hain or jab real main trading karty hain to wo log jinhon nay trading main practice hasil nai ki hoti wo log real account main l;oss kar lyt hain or unhain by luck prfofit hota warna nai hota hay
            • #1851 Collapse

              jee mainay esa buhat se logon se suna hae k jab wo demo account main kaam kar rahay hotay hain tou unka kaam buhat acha chal raha hota he lekin real account main wo ghaltiyaan kartay hain shayd mind m fera of loss issi liye unse mistakes hoti hain kynk demo account m tou esa koi dar nahin hota hae
              Join Our Paid group and get 1000 to 1500 pips monthly in just 50$
              • #1852 Collapse

                real account mai trading krna koi bohat asan nai hota. is mai hum sb sy zyada emotional decisions letay hain aur isi waja sy aksar hmain loss ho jata hy. real account mai mistakes ko avoid krnay k liye humain chaiyay k roz trading krain
                • #1853 Collapse

                  Ji bhaei apki bat durast he k demo account pe to hum apni banaei hue trading ki stretagy k mutabiq hi work karte hin magar jab hum real account pe jate hin to es min real loss ko deikh kar humare hath paeon phool jate hin aur hum ghalt trade laga leite hn ya phir ghalt time pe trade close kar k loss kar leite hin.
                  • #1854 Collapse

                    agr ham real account main mistake karen ge to hamen is main se loss hone k chance bht sare ho skte hain so hamen real account main trading karte wakt hamen is main kabi b mistake nahi karni chahye nahi to hamen is main se loss bht sara ho skta hai.............
                     
                    • #1855 Collapse

                      iski waja ye ha k demo account me users azad hoty han or wo emotions k sath trading nahi karty. ku k un k zehan me hota ha k nuksaan ho b jaye to kuch farq nahi parny wala. is liye me ye kahon ga k agar apko demo trading se faida uthana ha to ap issy b real account ki trah treat krein or rules follow krein.
                       
                      • #1856 Collapse

                        in demo account we need to do trading with emtions that we have in real trading. without emotion we can not get any benifits from demo trading . so if we want gain some good experience from demo trading then we should deal demo trading like real trading.
                         
                        • #1857 Collapse

                          Demo account aur reall account mein buht farq hota hy kiok demo account serf parectic k liye hota aur is mein balance bhi ziada hota hy is par jab trading karty han tu loss aur profit ka dar nhi hota likn jab hum reall account mein jaty han tu balance bhi kam hota hy aur loss ka bhi dar is liye reall account mein loss hota hy
                          • #1858 Collapse

                            gee janb hum real account main b agr jitni marzi practice ho hum loss kar hi jaty hain or humain loss kay bgyr kabhi koi profit nai hota hay humain trading amin loss zror ho jata hay is say ghbrany ki ki bat nai hay is main humain profit ho sakta hay
                            • #1859 Collapse

                              aslamoalaikum according to my opinion new traders work in demo account with huge investment and in thy real account they work with very small investment so they found there different.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1860 Collapse

                                first of all assalam o alikum my dear ap ny yaha ak achi baat ki hai jis main ap ny is tarhaa kaha hai k Mistakes in real account? maui is k bary main is tarhaaa kahpp ga k haumin pehly demo account pr kaamm karna zarori hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X