Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1231 Collapse

    hello brother..... mujhe esa nahee lagat q ke mane demo account join kiye bagair real account join kia tha aur mujhe uss main bohot faida bhi huwa tha thank you....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1232 Collapse

      fdzfdhdhhhf
       
      • #1233 Collapse

        mistakes jitni ho saken avoid karni chahiyen hum ko mistakes se just loss he milta hai or equity klhali ho kar reh jati hai is lye mistakes ko ziada se ziada avoid kar ke chalna chaiye .
        • #1234 Collapse

          may to kahunga ka mistake har kisi say hoti hain leqin agrr hum pehlay demo account use kary to apni mistake ko sahi kar saktay hain
          • #1235 Collapse

            forex k buisness mein humen real account mein mistakes nai karni chahiyen kiu k is sy humen loss ho sakta ha aur humen chaye k ham carefull ho ker kam karen
            • #1236 Collapse

              yes, ye bat notice krne wali ha, demo account and real trading main kafi fark hota ha, demo account main to fit kar kay profit mil raha hota ha, jab kay ral trading main ese nahi hota
              • #1237 Collapse

                yes mistake tu har kam me hoti ha insan mistake kar k hi khuch sekhta ha or jb koi forex trading sekhta ha or us k bad real account me ata ha tu wo bht c mistakes karta ha lakin aista aista wo theak ho jata ha nd phr zyada se zyada earn karta ha is liye mistake se insan bht khuch sekhta ha
                • #1238 Collapse

                  dear jab hm demo mn practise kar laty hn or phl real acount mn trading karty howe loss kar bethty hn to is ki waja hoti ha k hmne demo acount to seeekh lia ha par hm market k ups down ko nai janty or 2sri bat hmn market ki timimgs nai pata hotin k kis wqa speed mn ha
                  • #1239 Collapse

                    forex trading main honay wali mistakes he hamaray loss ke basic reasons hain trading main jab bhe trader koi mistakes karta hai to result loss ke sorat main ata hai trading main har trader kay lye zrori hai kay wo trading main mistakes ko avoid kary aur trading main mistakes say jan churanay kay lye demo account par practice karey aur apnay loss ko profit main change kary
                    • #1240 Collapse

                      dear mistakes se he insan seekhta hay agar mistake nahe hogi to phir lesson kesay mily ga aik acha trader wahe he hota hay jo apnay mistakes se sabak seekhay aur apni mistake ko repeat na kary
                      • #1241 Collapse

                        hum ko real account main trading start karny sy pehly es k demo account main trading karni chahiy ta k hum ko achi traha trading karni a jay aur jb hum es main real account main trading karain to hum es main mistake na karain
                        • #1242 Collapse

                          g han agr hum say agr real account main koi mistake ho jati hay to humain boht ziyada afsoos hota hay aur humain boht ziyada loss ka samna karna parta hay is liay agr hum real account main loss say bachna chaty hay to humain is account main bar bar prextice karni chaiy ta k loss say bacha jay aur acha profit hasil kia ja saky aur kamyab howa ja saky.......
                           
                          • #1243 Collapse

                            Yes, there are many people who are very successful in the demo account trading but when they start trading with real account, they become losser, however they should not trade loss their heart because this happen to all.
                            • #1244 Collapse

                              bhai jaan real account me mistake karne ki koi gunjaish nahi hai agar hum is me koi galti karen ge to huem kafi loss ho sakta hai is liye hum chayye ke hum koshish karen ke mistake na karen........
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1245 Collapse

                                Mistakes business ka hissa hoti hain jab tak hum mistakes nai karte hum kuch b learn nai kar sakte lakin agar ap demo par practice karain too ap boot kuch learn kar sakte hain. us ka baad ap ka loss ka chance boot kam hote hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X