Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bhai ham demo account is liye hi join karte hain ke jab real trading karne pe ayein to galti nahi ho is liye mene abhi tak aisa kisi user se to nahi suna ke us ne demo trading ke real trading mein loss kia ho.
       
    FOREX PAK FORUM FOREVER
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      iss ki wajah ye hy k logon k paas kum knowledge and experienc hota hy or wo real account me success hasil ker k apni life ko better ker sakta hy or ane dreams ko poora ker sakta hy, mistakes se humein lesson milta hy or hum hum agay bharne ki koshish kete hyn or free mind ho ker trading kerte hyn or knowledge and experience hasil kerte hyn
      • #78 Collapse

        real account may trading kerne say pehlay ap ko ye zaroor maloom hona chaheye k real trading may loss ka risk buhut zyada hota hay.demo account may fear nahee hota jabkay real accoutn may fear buhut zyada hota hay.
        • #79 Collapse

          han asa hot to hay kah jab ham real acount mayn mistake kartay hayn to woh hamayn fail kar dati hay magar maray sath olta hoa ek dafa mayn nay buy ke deal lagani the galti say sell; kar dia aur thor dar bad he mari us deal nay mujay 20$ profit dia
          • #80 Collapse

            abhi nahin pata per meine demo per hi abhi kaam kiya hai aur meri thinking hai k Real account bhi usi trha work kerta hai jaise demo account ab yeh trader ki knowledge aur skills hain jisse woh loss kerta hai. f jata hay or kiu us main money real nahi hote hay or jab hum real main trading karty hain to hum loss is liya karty hain kiu k humara confident lose ho jata hay is liya hum trade achi nahi kar paty or yahi wajah hay real main mistakes karny ki
             
            • #81 Collapse

              mare khayal me demo account per hame kuch dar nahi hota kyu ke is me hamara koi pasa nahi laga howa hota hay lakin real account per hamara pasay laga howa hay is waja say jab hamra nurqsan ho jata hay ya ham say koi ghalati ho jati hay to ham apsoos kerte hay.
              • #82 Collapse

                abhi nahin pata per meine demo per hi abhi kaam kiya hai aur meri thinking hai k Real account bhi usi trha work kerta hai jaise demo account ab yeh trader ki knowledge aur skills hain jisse woh loss kerta hai. Traders ko chaiye k wo takreeban aik month tak achi tarha practice karen or phir trading shuru karen or position ko open karnay se pehlay achi tarha market analysis karen.
                 
                • #83 Collapse

                  ya it is very often to see that the people do very well n demo account but when invest their money in basis of real account then so many people facing loss because they dont understand about the market very well
                  • #84 Collapse

                    app ko yeh mistake demo account main hi in sab ka end karna ho ga tab ja kar app ko profit ho ga aur app ki jitni bhi hard working ho ge is ka app ko tab hi reward mile ga jab app ko in sab mistake ko bar bar karni ki waja se loss hune per app ko in se safe reh kar apni trading karni a jye tu app aik trader ban jao ge aur app ka profit bhi zada se zda huta jye ga .
                     
                    • #85 Collapse

                      yes that is very correct, it is very easy to reade demo without any mistakes because there is no money involve compare to real account where there real money and then our emotion get the best our of us
                      • #86 Collapse

                        Real account mein ap mistakes ko bear nai kar payein gay, jo mistakes bhe ap karty hein demo trading mein, un mistakes ko overcome karin demo mein practice se agar ap wo mistakes jo ap demo mein karty thy agar ap un mistakes ko repeat karin gay real mein to ap ko kafi problems hongi. Es liye real mein mistakes ki gunjaish nai rakhni chahye.
                           
                        • #87 Collapse

                          Real trading me agar aap mistake kar len is se to phr aap ko loss hota hi hai na aap nay ye bs khiyal rakhna hota hai real trading karnay me aap se kui ghlti na ho aap se ye ghlti hoti hai jis se aap apna loss ka letay hyn.
                          • #88 Collapse

                            usually jab hum forex demo account p work kar rahy hoty hain to hum ko experience hota hai or hamari performance achi hojate hy or hum smjhty hain k ab humko real account p work karna chaheay..Or is over confidence ki wajah say risk ki parwa keay bagair forex p kam shru kar dyty hain jis ki wajah sy hum ko loss hojata hy
                            • #89 Collapse

                              mare dost ye baat dorat ni ky demo account me trading profit thi but jab real forex trading account me trading shro ki tu lossing hi face ki no no mare dost ap ka ye kana dorote ni ha is me koi hakikat ni yes bus ap ki soche ha mare dost.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                G is men to kui shk ni k demo account men usy kui dr ni huta loss ho b jay to kher , lekn phr b wo behtr perform kr rha huta hy, jb real account men kam kr rha hta to grbr hu he jati, ur us k bagher insan seekh ni skta
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X