Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    hum ko real acount ma mistak nhe karn cheny hum ko loss be ho sakty hain bhot big hum ko pore confidance se tading ksarn cheny or proft eran karn cheny
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      forex aik business hey aur iskey real account main hum jab work kar rahey hotey hain to phir hum se mistakes to hoti hi rehti hain isliye hamen kabhi bhi apni mistaks sey pareshan nahin hona chahiye aur always is main fully trust ke sath trade karni chahiye.
       
      • #288 Collapse

        han ham sab se real account main mistakes hoti rehti hey but dont worry from mistakes aur hum apni mistakes se hi mazeed forex ko achi trha se learn karne main kamiyab ho saktey hain.
           
        • #289 Collapse

          jab bhi ham trading kerty hain analysis ker k kerty hain or hamain market ka trend pata ker k trading kerni hoti hai or is men luck bhi some time aser andaz ho jati hai but zyada expericne hi kam men ata hai trading men kamyab hony k ley.
           
          • #290 Collapse

            Mistake in real trading is necessary because It can teach us some new lesson and we can learn that how to manage the risk and we can leanr how to do money management.But make sure that we have to be patience when we get loss.
            • #291 Collapse

              It's true that doing trade in demo and real there are some different which make mistakes them.In real trading we trade with our fear but when do demo we do not fear that's it.
              • #292 Collapse

                Insan khata ka putla hy kisi sy b or kahi b insan sy galti ho sakti hy or us ko chahiye k apni galti py ghor kary or us galti ko zahan main rakhy ta k phr kabi asi galti na ho or forex main b traders sy galtiya ho jati hain but forex main galti boht barry nuksan ka sabab banti hai.
                • #293 Collapse

                  ager apni real account mai first trading mai he apna sara balane loss ker dongi to mai forex nahi chorongi ku k mujy damo mai prectice say is bat ka pata hai k ager humy loss hota hai to profit b hota hai lakin first trading mai sara loss her kisi ko disappoint ker data hai akser traders is liy b trade chor jaty hai dukh to bohat hota hai ku k mahnat waist ho jay ki b nahi chahta lakin forex mai yahi to quality hai k ager humy loss hota hai to jub hum apni mistakes say learn kerty hai to bad mai duble profit b to hota hai
                  • #294 Collapse

                    Dear mery khayal main hum jo zyada mis takes karty hain Real account mian un main sab say pehly Greedy mind hay . hum profit aur more profit earn karna chahty hain . Forex Trading mian hum ko apna daily ka koi target fix kar lena chaeye. Lack of knowledge aur Lack of experience bi bohat asar karti hay trading main .
                    • #295 Collapse

                      real account men hamain achi earning kerny k lye mistake se bachna hota hai but phir bhi ham mistak ker lety hain kion k live account men hamain emtion control nahi hoty hain jis waja se hamain loss bhi ho jata hai.
                         
                      • #296 Collapse

                        forex trading aik risky business hi jis main log mistakes se hi apna loss ker lete hain agar ap ne forex trading main kamyabi hasil kerni hi to ap ko cheye ke ap sub se pehle achi learning ker ke investment kero then ap achi earning bi hasil ker sakoo gye
                         
                        • #297 Collapse

                          dear ager ap real account mein mistake kare gay tou it means ke ap loss kar rhaye hain forex aik risky business ha r is mein ager ap mistake kare gay tou ap ko loss ho ga r zhada tar loss sirf hmri emotions ki waja se hota ha jo ke hmein control mein rhakna chaye
                           
                          • #298 Collapse

                            the mistakes in the real account is the too much dangrious and we cannot get the success if we will do the mistakes ,the mistakes is not acceptable in the real account we should get the maximum training in the demo not in the real the real is not for the mistakes
                               
                            • #299 Collapse

                              Jab hum koi kaam start karty hain to us main agar hum achy treeky say kaam nahi karain gain to phr to galtian hun gi lakin agar hum iss cheeze ka khail rakhain kay agar hum galti karty hain to hum iss say buhat kuch seekh bhi jaty hain jis say na sirf hum main kaam seekhny ki himat paida hoti ha balky hum kamjabi bhi milti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Yes dear, main aap ki es bat say 100% agree karta hun k bohat say log demo main bohat achi trading kartay han but jasay he real main atay han to loss ya es liya hota han k ham demo main 1000$ say trader karaty han or real main kam say that why..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X