Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2716 Collapse

    real acount ma jab ham mistak karty ha tu hamy kud pa gusa ata ha is liya wo mistak ham kabi bholty ni or us miistk ki waja dykhty ha or wo mistak ham dobra kabi karty hamy cheya k ham demo acount pa auchi tra sa trding karna sekh la us k bad ja kr ham real acount pa trding kary tak hamy kise bi tara ki probvlam ka samna ni karna pry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2717 Collapse

      kyn k ham demo account ko serious hokar practice nahi karty aur mazak mazak main profit bana lete hain aur smjhty hain k ham trader ban gaye hain aur jb real par aaty hain tou apna nuqsan karwa beth'ty hain.
      • #2718 Collapse

        mere khayal se har business ko chalany ka apko tareeqa ana chahiye ... or forex to international business he isko jb tk ap sahi tareky se seekh nahi lety mere khayal se ap trading nahi kr sakty ... forex ko pehly seekhein samjhein demo account pe paratice karein ... uske bad ap real account open karein or real trading krein ... real account me ap apni lalach ki wajha se ya market ko samjhy baghair jb ap trading karty hn to tb hi ap is me loss karty hn ....
        • #2719 Collapse

          forex trading mien kamiyab trader wo hi hota hai ke jo is mein apni mistakes se sabaq seekhta hai aur is mein apko chahiye ke ap is mein panic nahi hon apni mistakes se lesson learn karen.
          • #2720 Collapse

            Agr ap real account mai mistske hoti hai. Tou pehly ap marketmain and suv trend ko kollow kray. Aur es tarah ap forex mai profit hasil ho gy
            • #2721 Collapse

              Forex pay trading karnay say pehlay behtar ha k pehlay demo account pay practice kar li jay aur trading ka knowledge hasil kar k skills ko develop kar liya jay lekin ye sab karnay k bavjood bhi kai saray loagon ko real account pay aa kay profit ki bajaye loss face karna parta ha jis ki main waja to lack of concentration ho sakta ha ya phir loss ka dar hi is kadar mind me betha hota hay k mistake karva deta ha as a result loss face karna parta ha
              • #2722 Collapse

                Pyary dosto agr hum ma confidence ki kami ho ya koi doibt ho stress ma ajain to humen demo ki bjaye real ma preshani ka samna bn skta hai is leay humen apny aosab py qabo pna ho ga ta ky hum sabr ky sayh trading kr sken is leay humen real ma ja ky problim ati hai demo ma loss to hai nhi real ma to sub riski hai
                • #2723 Collapse

                  real trading m is liay mistake krty hain bahot sy log q k real trading m apki i nvestment hui hoti hai jab k demo acount m ap k loss ka ap k budget p effect ni hota
                  • #2724 Collapse

                    demo par banda earn karta ha but real par nhe karta jis ki basic waja yeh hoti ha dar aur greed jo k real par trade karty vaqy trader k andar aa jata ha aur los ki taraf lead kart ha aur demo par yeh nhe hota.
                    • #2725 Collapse

                      real account mn khof aur lalch dono zeada hoty han kbi kabi achi tread hm khof ki wja se jaldi band kr dete han aur kabi lalch ki waja se koi ghalt enrty le let han.in dono chzen ko control krna bht zarori hy tbi ham forex k real account mn kamyabi hasil kr skty han
                      • #2726 Collapse

                        Jab bi him is main kam karna start karein gay to hamain is main practice kar k kam karna ho ga ta k loss kam ho aur is main agar him mistakes karty hain to hamain bane bi kar diya jata hai is say hamain loss bi hoya hai
                        • #2727 Collapse

                          agar ap real kay account pe missing karay gaay tu is ka matrlab ho ga kay aapki demoa ccount pe paarctoce pori nai hai ya pghir aapnaay apni practice ko pora hi naai kiya hai is liaay apko apnay real kay account pe lost ho raaha hai
                          • #2728 Collapse

                            real account ko trade karty hovy trader boht sari mistakes karty han aik to real acconut ko trade karny se trader ka andar greed aur fear aa jat ha aur trader apny emotions ko bi trading par havi kar leta ha some time kuch zindgi ki zroryaat ko pora karny k liay bi trader profit target ziada kar leta ha jo k mistakes hoti han aur in factors ki waja se money loss ho jati ha,
                            • #2729 Collapse

                              Insta forex buznees min mere bahi agar hum logun se mistake ho jati hy to hum kp us min buhat hi zyda loos ho jata hy is lie hum ko cahye kah mistake nahin karni cahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2730 Collapse

                                friends aap ne dekha ho ga aap demo account par achi earning karty han aur real account par loose karty han jis ki waja greed aur fear hota ha demo par aap k andar emotions greed and fear nhe hota aur real par trade karty hovy yeh factors aap ki losing ka sabab ban jaty han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X