market ke condition ko observe karen phir trade karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ke condition ko observe karen phir trade karen
    assalam o allikum ;
    g han dear members trade karnay say pehlay hamen market ke condition ko bhe observe kar layna chihay market kay hallat say jab ham achay say waqeff hon to phir hamen dekhnay chihay keh ayaa en hallat mein ham apni trade achay say kar saktay hein ya ni jaisa keh ager market bohut zyada tiazz ho or sllow ho to ham ko wait karna chihay keh market kay hallat normal honay tak
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ke condition ko observe karen phir trade karen

    G han sahi kaha ap na forex mai sub s zyada ahm bat hai market ko observe krna agr hum forex mai zyada mahnat krta hai tu phr bi tub tuk huma ak accha profit hasil nahi kr sakta hain jub tuk hum market ko observe nahi krta hain is lia market ki study krna or observe krna bohot lazmi hai or is ka bina forex mai kamyabi hasil nahi ho sakti hai forex mai kamyabi ka mahant bi krni chaya or market ko har wakat dahkta rahna chaya
    • #3 Collapse

      Re: market ke condition ko observe karen phir trade karen

      g ham dear hamen pehly market ko proper observe krna chye phr hamen trade open krni chye bgair trend watch kiay aksr trades loes me jati hn bajay isky ap ko chye k ap market observation kren
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: market ke condition ko observe karen phir trade karen

        Hamari forex market main trade open ho ya na ho hamain forex market main agar trade ker ky acha profit hasil kerna hai tou hamain market ko continue observe kerna perta hai ky ham market ky behavior ko achi terha samajh lain jab ham market ka behavior samajh lety hain tou phir jo bhi trade open kerty hain hamain us trade main profit hasil hony ky chances zyada hoty hain jabky baghair market observation ky trade open kerny per bara loss ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: market ke condition ko observe karen phir trade karen

          G han dear market kay hisab say he trade lagnye walye kamyabi hasil kartye hain ye bat apnye mind mai dal lain kiyu kay ager ap market say hat kay trade lagtye hain tu us mai kafi nuqsan ho jata hai na ap tu better hai jay ap market kay hisab say he trade lagain aur us kai aoch samjh kay aur observ kar kay hebtrade ko opwn karain kamyabi auto pay ap kay pass chal kay aye gaye ge gurentee hai janab
          • #6 Collapse

            Re: market ke condition ko observe karen phir trade karen

            Yes market ko dekhna bohot zroori hota hai aur yeh candles aur indicators aur news se bhi Jan skte Hain etc aur market ko dekhe Bina trade nahi krni chahye takeh loss ke chances km ho jayen
            • #7 Collapse

              Re: market ke condition ko observe karen phir trade karen

              اصل پيغام ارسال کردہ از: muazmahanif پيغام ديکھيے
              assalam o allikum ;
              g han dear members trade karnay say pehlay hamen market ke condition ko bhe observe kar layna chihay market kay hallat say jab ham achay say waqeff hon to phir hamen dekhnay chihay keh ayaa en hallat mein ham apni trade achay say kar saktay hein ya ni jaisa keh ager market bohut zyada tiazz ho or sllow ho to ham ko wait karna chihay keh market kay hallat normal honay tak
              Hamen trading Hamesha market condition ko samajhkar karna chahie Ham market ki condition aur situation ko samjhe Bina kabhi bhi achcha aur successful Kam Nahin kar sakte
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: market ke condition ko observe karen phir trade karen

                hamain is forex main market ko observe kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss hon gay aur hamain planing kar k hi hum sucss hon gay aur hamain is forex main bi knowldge ho ga tab hi hum sucss ho sakty hain aur hamain is forex main bi trend ko use kar k hi hum achi trade kar skaty hain aur hamain market main bi information hasil kar k hi hum loss say bach sakty hain is forex main bi anlyse kar k hi hum achy say trade kaien gayy
                • #9 Collapse

                  Re: market ke condition ko observe karen phir trade karen

                  w salam g han trade krny sy phly market ki movement ko dekhna he aqalmandi ar smjhdari hai jb tk market ki condition ko observe na kr ln trade open na krn ar na he news k doran trade open krn thora sa wait kr ln jb market ko analyse kr ln phr trade ln ar profit earn krn
                  • #10 Collapse

                    Re: market ke condition ko observe karen phir trade karen

                    Walaikum salam sir aGr ham is Mein kam Karte Hain To Hamen chahie Hoga Ki Ham ismein market ko dekh kar hi trade open Kiya Karen Agar Ham market ko dekh kar trade open Nahin Karenge To Ham kabhi bhi market Mein profit Hasil nahin kar sakte hain isliye market Ko Dekhkar Hamen trading karna chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: market ke condition ko observe karen phir trade karen

                      G sahi kaha jab be trade open karni ho market ko ache se dakhna chahia chahy humain already sari info ho k flaa news hai flaa support hai pher be humain trade open karne se pahly ek nazer fundamental analysis per aur ek nazer technical analysis per dalni chaihia. keyon k currency ki market main is main ek currency ki vule k up down se puri market per aser ho jata hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X