Trade mein strategy change karnay ka kea faida hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade mein strategy change karnay ka kea faida hy
    assalam o allikum ;
    mera ap sab seniors members say sawall hy keh trade kay doran strategy ko hamein change karna chihay ya koi change ni karna chihay apni pehlay banai gy strategy per qaim rehtay kaam karna chihay
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade mein strategy change karnay ka kea faida hy

    Aapko chahie kya Pagli planning achi se achi banae Taki aap acchi Tarah se kam kar sakte trading kar sakte ho apni life Ko Dekhkar kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Trade mein strategy change karnay ka kea faida hy

      dear jan ap forex trading me kam kr rhy hoty hn to apko apni strategy time aurxwkat k hisab sy badalty rehna chye jo apko bohot ksm ati hy es me kam apko sekhny sy aaa jata hy tabhi ap kamyb hoty hn
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Trade mein strategy change karnay ka kea faida hy

        Jab hamain trade open kerny ky bahd continue loss hona shoru ho jata hai tou hamain stretigy change kerni perti hai jis ka hamain yeh faida hota hai ky hamara account continue loss hony ki waja sy wash hony sy bach jata hai aur hamari forex market main trade continue chalti rehti hai hamain just aesi stretigy use ker ky trade kerni hoti hai jis main loss ky chances hi na hon
        • #5 Collapse

          Re: Trade mein strategy change karnay ka kea faida hy

          Aslam o Alikum dear brother ap kese Hain or apka sawal acha Hy ao ko yahan Kam krte hoe waqat k sath badalte rehna chahye q k esse ap acha stretge me puhnch jaoes lye jese jes waqat badle hum ko bhe badalna chahye
          • #6 Collapse

            Re: Trade mein strategy change karnay ka kea faida hy

            Dear ager ap ki stergety mai ap ko lose hota hai tu ap us ko change kar dain kiyu kay ye chalta hai oer ager ap ki stergety mai ap ko faida ho rha hai tu ap us ko change na karain wasiye he chor dain kiyu kay stergety change tabhi jarain jun ap ko es kai lose ho profit mai nhi
            • #7 Collapse

              Re: Trade mein strategy change karnay ka kea faida hy

              hamain apni stretgy ko enahcne kar k hi hum achy say trade kar ksaty hain aur hamain market main planing kar k hi hum sucss hon gay aur trade karny k liye learning karni ho gi aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum learn kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucss ho sakty h ain it si best job for all the people
              • #8 Collapse

                Re: Trade mein strategy change karnay ka kea faida hy

                hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky achi strategy bana kar demo par test kar ky mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bobus earn kar ky market main run kar saktyn hain ham is main marzi sy part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trade mein strategy change karnay ka kea faida hy

                  Agr to aap ko kisi aik strategy se faayda nhi ho raha bar bar loss Jo raha hai to apni strategy ko change kar lein koi aisi strategy set karein jo demo account per aap ko achha profit de aur us k baad aap ko chahiye k real account start karein aur wo ghaltiyan apny real account mein kabhi b na dohrayein Jo aap demo account per kar rahy hon kabhi b apni ghaltiyon ko ignore na karein bal'k un se kuchh na kuchh seekhna zaroor chahiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade mein strategy change karnay ka kea faida hy

                    I think agr apni strategy loss details hai baar baar aur profit nahi milta to strategy change KR Lena he better hai ya phir isse pehle drust krne ki try KR dekhen demo PR agr ho Jaye to sahi wrna change KR den I think

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X