Trading kertay wakat movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kertay wakat movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi
    Ji main ap say khaina chata hon ky trading start kertay wakt hamain chayie ky us ki movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi kerni chyaie agr hum jald bazi karain gy to ap ko loss hi ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kertay wakat movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi

    apne theek kaha trade open karne se pehly hamian markit ko samajh lena chahye ke ap markit kis taraf move kare gi jab ham ye cheez samajh jain ge to hamain kamyab trading karne ka moqa mile ga our profit bhi ho gi.
    • #3 Collapse

      Re: Trading kertay wakat movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi

      g han sahi kaha ap na jub huma forex mai huma trade lagana s pahla hum market ki movement ko samjhna chaya or os ka bad trade open krni cahay kiun ka movement ko smaja bina jub trade open karain gain tu kahlat hi karain gain to paka loss ho ga is lia loss s bachna hai tu movement ko dahkna cahay or os ka bad trade ko lagana chaya trade lagana koi bari bat nahi laken sahi point s lagana bari bat hai or is s profit hasil karna bari bat hai is lia dear jitna ho saka market ki study karian phr trade open karain tu accha raha ga or profit bi mila ga
      • #4 Collapse

        Re: Trading kertay wakat movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi

        forex market move karti hain hamy is ki movement ko dekh kar is main sahi waqt ka wait kar ky trade lagani chahey pher hi ham success earn kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading kertay wakat movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi

          Jo log movement ko smjh kr trade krty hain aur planning kr k trading krty hain unki trade loss main nehi jati aur agr loss main jaye bhi to unko minimum loss hota hai unko itna zyada loss nehi hitaa k woh recover he naa kr payen
          • #6 Collapse

            Re: Trading kertay wakat movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi

            Gee bilkul market ki movement ko zaroor samjhna chayie aisay hi bin sochay trading nai karny chayie seb se pehlay market ki movement ko achi tarah daikhe or samjhe phir us par analysis kare end main jab behtreen profit ka result main tab ja kar trade open kare jab tk aap ko behtreen profit wali trade nai milty kabi b trading na kare balke sabar kare aisay kamyab trading ki jaty hai bin sochay idhar udhar trade laga dainay se ek behtreen trading nai hoty aisy trading main sirf qismat hoty hai bilkul gambling jaisy faisla qismat hi kare gai aap ko profit hona ha ya loss jab k market ki movement ko achi tarah daikh kar phir us par analysis kar k agar trading ki jay phir us par profit k b zaida chance hote hai yeh trading seb se behtar hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading kertay wakat movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi

              g han bilkul bhai jan ap ki bat bilkul thek hy trading karty waqt trade karny sy phly market ko achy sy phly samjhna chye chek karna chye k market aj kasy move kare gi pher ja ke he forex forum main trading karen
              • #8 Collapse

                Re: Trading kertay wakat movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi

                ager ham tuky sy trading karty hn to pher hamien is mn kafi ziada loss hosakta hy aur pher hamara account bhi is mn wash hosakta hy so hamein chaye ky ham trade karty time markete ky pory pory analaysis karien aur pher is mn kamyabi haisl karine jis sy hamein loss bahut kam aur profit bahut ziada hosakta hy
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kertay wakat movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi

                  hamy market ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar isky rules ko follow kar ky mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kertay wakat movement ko samjna chayie aisay hamain trade ko open nhi

                    hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakwty hain hum is mai day mai be kam kaeri sakty hain hum is ma agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qassur nah hota

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X